SEARCH RESULTS
Showing search results for "ba-ra.ng-e-maahi-e-be-aab"
Ghazal MATCHES FOR "ba-ra.ng-e-maahi-e-be-aab"
Ghazal
Rauf Sadiq
Ghazal
misaal-e-maahii-e-be-aab mauje.n ta.Dpaa kii.n
habaab phuuT ke ro.e jo tum nahaa ke chale
Meer Anees
Ghazal
mai.n tere saamne huu.n misl-e-maahii-e-be-aab
tuu regzaar hai ashko.n se nam nahii.n hotaa
Snober Hayat Jatoi
Ghazal
un ke ho.nTo.n par tabassum un kii aa.nkho.n me.n jalaal
chaahne vaale misaal-e-maahii-e-be-aab sab
Syed Ashoor Kazmi
Ghazal
tuu apnii haqiiqat kaa shanaasaa nahii.n varna
dariyaa tire daaman me.n hai ai maahii-e-be-aab
Sarfaraz Bazmi
Ghazal
merii iizaa ke liye murde me.n jaan aatii hai
kaaTne dau.Dtii hai maahii-e-be-aab mujhe
Haidar Ali Aatish
Ghazal
ik lams tiraa zindagii phuu.nke mire tan me.n
chhuunaa zaraa is maahii-e-be-aab ko chhuunaa
Nasreen Syed
Ghazal
maahii-e-be-aab saa betaab hai saaraa zamaana
aur mai.n shaadaab huu.n aatash-bajaa.n hote hu.e bhii
Khursheed Akbar
Ghazal
ta.Dpaa hai KHuub maahii-e-be-aab kii tarah
ab bhii dil-e-hazii.n hai.n tire intizaar me.n
Maqsood Nashtari
Ghazal
mauj aa.e ko.ii halqa-e-girdaab kii suurat
mai.n ret pe huu.n maahii-e-be-aab kii suurat
Shahid Shaidai
Ghazal
thaap table kii chhanak paa.el kii ye barsaat me.n
maahii-e-be-aab huu.n bistar pe tanhaa raat me.n
Zarar Wasfi
Ghazal
hayaa aa.ii gar apnii bebasii kaa zikr karne se
'alaamat kii zabaa.n me.n maahii-e-be-aab likkhe.nge
Baqar Naqvi
Ghazal
ko.ii Garqaab ko.ii maahii-e-be-aab hu.aa
abr-e-be-faiz jo barsaa bhii to kaisaa barsaa
Ahmad Faraz
Ghazal
tairtaa hai zehn yuu.n jaise fazaa me.n kuchh nahii.n
aur dil siine me.n hai ik maahi-e-be-aab saa
Ameeq Hanafi
Ghazal
tishnagii maahii-e-be-aab sii likh ho.nTo.n par
varna yuu.n bosa-e-saaGar se hazar karnaa thaa
Ahmad Shanas
Ghazal
paidaa kiyaa hai qalb ne siimaab kaa KHavaas
haasil na kyo.n ho maahii-e-be-aab kaa KHavaas