SEARCH RESULTS
Showing search results for "ba-ra.ng-e-naqsh-e-kaf-e-paa"
Ghazal MATCHES FOR "ba-ra.ng-e-naqsh-e-kaf-e-paa"
Ghazal
agarche KHaak hamaarii bahut hu.ii paamaal
ba-ra.ng-e-naqsh-e-kaf-e-paa ubhar nahii.n ga.e ham
Ahmad Mahfuz
Ghazal
raah me.n suurat-e-naqsh-e-kaf-e-paa rahtaa huu.n
har gha.Dii ban.ne biga.Dne ko pa.Daa rahtaa huu.n
Muneer Shikohabadi
Ghazal
aa.ndhii chalii to naqsh-e-kaf-e-paa nahii.n milaa
dil jis se mil gayaa vo dobaaraa nahii.n milaa
Mustafa Zaidi
Ghazal
ye dekh mire naqsh-e-kaf-e-paa mire aage
aage bhii kahaa.n jaataa hai rasta mire aage
Abbas Tabish
Ghazal
lafzo.n me.n un kaa naqsh-e-kaf-e-paa dikhaa.ii de
na.at-e-nabii kahuu.n to madiina dikhaa.ii de
Rehana Qamar
Ghazal
har ashk tirii yaad kaa naqsh-e-kaf-e-paa hai
har aah tire paa-e-tasavvur kii sadaa hai
Takht Singh
Ghazal
jo tere naqsh-e-kaf-e-paa pe chal ga.e hote
to mehr-o-maah se aage nikal ga.e hote
Nadim Ashrafi Burhanpuri
Ghazal
bajaa ki naqsh-e-kaf-e-paa pe sar bhii rakhnaa hai
magar buland maqaam-e-nazar bhii rakhnaa hai
Waqar Manvi
Ghazal
aalam ko us ne naqsh-e-kaf-e-paa banaa diyaa
ya.anii banaa diyaa kabhii gaahe miTaa diyaa
Bekhud Mohani
Ghazal
miraa hii naqsh-e-kaf-e-paa dikhaa.ii detaa hai
tire nagar kaa ye rasta dikhaa.ii detaa hai
Mohan Seerat Ajmeri
Ghazal
aalam ko us ne naqsh-e-kaf-e-paa banaa diyaa
ya.anii banaa diyaa kabhii gaahe miTaa diyaa
Bekhud Mohani
Ghazal
jis zamii.n par tiraa naqsh-e-kaf-e-paa hotaa hai
ek ik zarra vahaa.n qibla-numaa hotaa hai
Hari Chand Akhtar
Ghazal
Shahzad Ahmad
Ghazal
reg-e-ravaa.n pe naqsh-e-kaf-e-paa na dekhnaa
aa.iina-e-zamiir me.n chehraa na dekhnaa
Shafqat Tanveer Mirza
Ghazal
jis dar pe tiraa naqsh-e-kaf-e-paa na rahegaa
rindo.n ke liye qaabil-e-sajdaa na rahegaa
Rahmat Ilahi Barq Aazmi
Ghazal
misaal-e-naqsh-e-kaf-e-paa na uTh sake 'tahsii.n'
ba-ra.ng-e-sabza ham is darja paa.emaal hu.e
Tahseen Firaqi
Ghazal
KHaamosh huu.n mai.n dekh ke raftaar-e-zamaana
hairat sifat-e-diida-e-naqsh-e-kaf-e-paa hai
Inayatullah Raushan Badauni
Ghazal
charaaG-e-naqsh-e-kaf-e-paa jalaa.iye har-suu
magar havaa kaa ishaara bhii dekhte chaliye
Akhtar Usman
Ghazal
sajde ko betaab hotii hai.n jabii.n
shoKHi-e-naqsh-e-kaf-e-paa dekhiye