SEARCH RESULTS
Showing search results for "ba-ra.ng-e-naqsh-e-kaf-e-paa"
Nazm MATCHES FOR "ba-ra.ng-e-naqsh-e-kaf-e-paa"
Nazm
rishta gunge safar ka
ka.ii kaarvaa.n mujh se aage ga.e
un ke naqsh-e-kaf-e-paa abhii mushta.il hai.n
Mazhar Imam
Nazm
ajnabi
mai.n musaafir huu.n bayaabaan-e-faraamoshii kaa
apne naqsh-e-kaf-e-paa se bhii shanaasaa.ii nahii.n
Shaz Tamkanat
Nazm
ishq aawara-mizaj
na ko.ii us kii mahak hai ki jo de us kaa pata
na ko.ii naqsh-e-kaf-e-paa
Fahmida Riaz
Nazm
haarun ki aawaz
dekho abhii hai vaadii-e-kan.aa.n nigaah me.n
taaza har ek naqsh-e-kaf-e-paa hai raah me.n
Himayat Ali Shayar
Nazm
dast-e-tah-e-sang-amada
har sub.h-e-gulistaa.n hai tiraa ruu-e-bahaarii.n
har phuul tirii yaad kaa naqsh-e-kaf-e-paa hai
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
jawani
kam-baKHt ajal thii ye javaanii kii qabaa me.n
Tuk.De hai.n kisii dil ke bhii naqsh-e-kaf-e-paa me.n
Makhdoom Mohiuddin
Nazm
jam-e-jam ke sath
dasht-e-junuu.n simaT ke kaf-e-paa se jaa milaa
manzil lipaT ke rah ga.ii naqsh-e-qadam ke saath
ismatullah ismat beg
Nazm
fusun-e-KHwab
ba-ra.ng-e-kaif-o-sarshaarii hadiis-e-dil kaho hamdam!
hama-tan gosh hai saa.at
Naina Adil
Nazm
nawishta-e-pas-e-diwar
ye ra.ng-o-buu ye nazaare ye bazm-aaraa.ii
niyaaz-o-naaz-o-adaa husn ishq ra.anaa.ii
Sarwar Alam Raz
Nazm
gum-shuda KHayal ka tazkira
ba-rang-e-KHvaab ruke paaniyo.n ko chakkhaa karuu.n
paraa.e baaGo.n pe abr-e-ravaa.n kaa saaya rahe