SEARCH RESULTS
Showing search results for "ba-ruu-e-kaar"
Ghazal MATCHES FOR "ba-ruu-e-kaar"
Ghazal
juz qais aur ko.ii na aayaa ba-ruu-e-kaar
sahraa magar ba-ta.ngi-e-chashm-e-hasuud thaa
Mirza Ghalib
Ghazal
KHizaa.n-nasiib kii hasrat ba-ruu-e-kaar na ho
bahaar sho.abada-e-chashm-e-intizaar na ho
Habeeb Ahmad Siddiqui
Ghazal
Naseem Abbasi
Ghazal
fareb-e-jalva kahaa.n tak ba-ruu-e-kaar rahe
naqaab uThaa.o ki kuchh din zaraa bahaar rahe
Akhtar Ali Akhtar
Ghazal
laa.e ba-ruu-e-kaar na husn o jamaal ko
mauqa.a thaa phir bhii raat na ra.ngiin ham ne kii
Iqbal Sajid
Ghazal
mirii shikasta-dilii hii ba-ruu-e-kaar aa.ii
vagarna vaqt to kartaa nahii.n ri.aayat bhii
Shabnam Shakeel
Ghazal
miizaan-e-adl ko nahii.n laataa ba-ruu-e-kaar
kartaa hai inhisaar vo farzii bayaan par
Barqi Azmi
Ghazal
thaa dil me.n ik KHayaal na laa.e ba-ruu-e-kaar
hasrat tamaam shud ki tamannaa tamaam shud
Shamsa Najm
Ghazal
Rishi Patialvi
Ghazal
Badr Jamali
Ghazal
har ik be-kaar sii hastii ba-ruu-e-kaar ho jaa.e
junuu.n kii ruuh-e-KHvaabiida agar bedaar ho jaa.e
Jigar Moradabadi
Ghazal
vo masti-e-nazar hai usii dil kii paasdaar
jo dil ba-ruu-e-kaar gunaah-e-nazar me.n hai
Shiv Dayal Sahab
Ghazal
ba-ruu-e-kaar hai jab se ye meraa sabr-e-jamiil
mirii nazar me.n Gam-e-bekaraa.n nahii.n kuchh bhii