SEARCH RESULTS
Showing search results for "ba-taqriib"
Ghazal MATCHES FOR "ba-taqriib"
Ghazal
naa-umiidii ne ba-taqriib-e-mazaamiin-e-KHumaar
kuucha-e-mauj ko KHamyaaza-e-saahil baa.ndhaa
Mirza Ghalib
Ghazal
vaqt hai gar to ba-taqriib-e-iyaadat aave
kyuu.nki biimaar kaa tere batar ahvaal hai aaj
Mushafi Ghulam Hamdani
Ghazal
KHudii jis me.n bastii vo bastii to dil ne
ba-taqriib-e-yak lan-taraanii luTaa dii
Rashid Shahjahanpuri
Ghazal
zulm hai tujh se ba-taqriib-e-takalluf mansuub
varna taqdiir-e-vafaa ye hai ki barbaad rahe
Fani Badayuni
Ghazal
mai.n nicho.Daa jaa chukaa nikle na bal taqdiir ke
kitne gahre halqe hai.n allaah is zanjiir ke
Waqar Manvi
Ghazal
Khwaja Shauq
Ghazal
ba.ad-e-taqriib-e-tamannaa.ii-e-nazzaara-e-tuur
taaqat-o-taab-e-nazar ho ye zaruurii to nahii.n
Hadis Salsal
Ghazal
Inam Kabeer
Ghazal
sham.a kii aaGosh KHaalii kar ke parvaana chalaa
aage aage thii haqiiqat piichhe afsaana chalaa
Raza Jaunpuri
Ghazal
rang phiikaa nazar aaya to kahaa mahfil me.n
jaa.o 'taalib' ko bulaa.o to ko.ii baat bane
Talib Shimlavi
Ghazal
'taalib' ye ek lamha-e-ishrat kii hai sazaa
muddat se dil rahiin-e-Gam-e-be-hisaab hai
Talib Mahmud
Ghazal
'taalib' Gam-e-hayaat ne jiinaa sikhaa diyaa
ab zindagii kaa baar mujhe baar hai kahaa.n
Talib Chakwali
Ghazal
baa-muraado.n ke tabassum se hai 'taalib' kaa savaal
kyaa kabhii diida-e-tar se bhii guzar kar dekhaa