SEARCH RESULTS
Showing search results for "ba.Dhaane"
Ghazal MATCHES FOR "ba.Dhaane"
Ghazal
Jaun Eliya
Ghazal
jaise tujhe aate hai.n na aane ke bahaane
aise hii bahaane se na jaane ke liye aa
Talib Baghpati
Ghazal
be-sabab baat ba.Dhaane kii zaruurat kyaa hai
ham KHafaa kab the manaane kii zaruurat kyaa hai
Shahid Kabir
Ghazal
qad meraa ba.Dhaane kaa use kaam milaa hai
jo apne hii pairo.n pe kha.Daa ho nahii.n saktaa
Waseem Barelvi
Ghazal
dard hote hai.n ka.ii dil me.n chhupaane ke liye
sab ke sab aa.nsuu nahii.n hote bahaane ke liye
Adeem Hashmi
Ghazal
Munawwar Rana
Ghazal
apnii uljhan ko ba.Dhaane kii zaruurat kyaa hai
chho.Dnaa hai to bahaane kii zaruurat kyaa hai
Nadeem Gullani
Ghazal
us se ta'alluqaat ba.Dhaane kii chaah me.n
'fahmii' mai.n apne-aap se kaTtaa chalaa gayaa
Shaukat Fahmi
Ghazal
har baat yahaa.n baat ba.Dhaane ke liye hai
ye umr jo dhokaa hai to khaane ke liye hai
Mahboob Khizan
Ghazal
garmii-e-suKHan se kuchh kaam ban nahii.n saktaa
mil hii jaa.egii manzil do-qadam ba.Dhaane se
Shakeel Badayuni
Ghazal
kamii hai kaun sii ghar me.n dikhaane lag ga.e hai.n
charaaG aur a.ndheraa ba.Dhaane lag ga.e hai.n
Azhar Faragh
Ghazal
terii sadaa.e.n aa.ii.n jo maazii kii samt se
ham ruk ga.e hai.n paa.nv ba.Dhaane ke baavajuud
Aisha Ayub
Ghazal
jo miraa dard ba.Dhaane ke liye aataa thaa
shahr vaale use Gam-KHvaar samajhte ho.nge
Himanshi Babra
Ghazal
zahr-e-alam kii aur ba.Dhaane ko talKHiyaa.n
be-mehriyo.n ke saath mudaaraa kabhii kabhii
Asar Lakhnavi
Ghazal
KHatm kuchh dam me.n ho jaa.egii raushnii
sham.a kii lau ba.Dhaane se kyaa faa.eda
Saeed Shahidi
Ghazal
lau charaaGo.n kii ba.Dhaane se nahii.n kuchh haasil
nuur ban ke shab-e-zulmaat pe naazil ho jaa.o
Mushtaq Sadaf
Ghazal
ik nigaah-e-Galat-andaaz kaa imkaa.n niklaa
kuchh zamii.n aur milii paa.nv ba.Dhaane ke liye