SEARCH RESULTS
Showing search results for "ba.Do.n"
Ghazal MATCHES FOR "ba.Do.n"
Ghazal
sunaa hai bole to baato.n se phuul jha.Dte hai.n
ye baat hai to chalo baat kar ke dekhte hai.n
Ahmad Faraz
Ghazal
aaj ham daar pe khii.nche ga.e jin baato.n par
kyaa ajab kal vo zamaane ko nisaabo.n me.n mile.n
Ahmad Faraz
Ghazal
Rajesh Reddy
Ghazal
ba.De-ba.Do.n kii tarah-daariyaa.n nahii.n chaltii.n
uruuj terii KHabar jab zavaal letaa hai
Waseem Barelvi
Ghazal
agar hai shauq ba.Do.n se mukaalme kaa tujhe
durust pahle tiraa shiin qaaf ho jaa.e
Jahangeer nayab
Ghazal
Jawad Sheikh
Ghazal
sunaa hu.aa thaa hijr mustaqil tanaav hai
vahii hu.aa miraa badan kamaan ban gayaa
Umair Najmi
Ghazal
abhii na u.nglii uThaa mujh pe tho.Dii mohlat de
tamiiz siikh rahaa huu.n ba.Do.n me.n baiThne kii
aabid umar
Ghazal
vo kuchh sahii na sahii phir bhii zaahid-e-naadaa.n
ba.De-ba.Do.n se mohabbat me.n kaafirii na hu.ii
Jigar Moradabadi
Ghazal
'firaaq' raah-e-vafaa me.n subuk-ravii terii
ba.De-ba.Do.n ke qadam Dagmagaa.e hai.n kyaa kyaa
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
buland ho to khule tujh pe zor pastii kaa
ba.De-ba.Do.n ke qadam Dagmagaa.e hai.n kyaa kyaa
Yagana Changezi
Ghazal
ba.De-ba.Do.n ke nasheb-o-faraaz dekhe hai.n
ko.ii mile to sahii jis kaa sar jhukaa hii na ho
Shaz Tamkanat
Ghazal
ba.Do.n kii baat ba.Dii hai hame.n nahii.n baavar
jo aasmaa.n se na hogaa habaab kar degaa
Bekhud Dehlvi
Ghazal
ye kaargaah-e-zehaanat hai is me.n chhoTe kyaa
ba.De-ba.Do.n ne yahaa.n par ba.Dii himaaqat kii
Azhar Inayati
Ghazal
iz.haar par to pahle bhii paabandiyaa.n na thii.n
lekin ba.Do.n ke saamne ham bolte na the
Azhar Inayati
Ghazal
hamii.n the aise kahaa.n ke ki apne ghar jaate
ba.De-ba.Do.n ne guzaarii hai be-makaanii me.n