SEARCH RESULTS
Showing search results for "baGlo.n"
Ghazal MATCHES FOR "baGlo.n"
Ghazal
paivand baadalo.n ke lage dekh jaa-ba-jaa
baglo.n ko aasmaan katarte hu.e bhii dekh
Mohammad Alvi
Ghazal
hamaarii baGlo.n me.n buu-e-muraad aatii hai
tumhaare pahluu me.n ham jab se aa.e baiThe hai.n
Agha Hajju Sharaf
Ghazal
ik taraf mor mu.nDero.n pe kare.n kyaa kyaa shor
ik taraf abr me.n baglo.n kii qataar aa.e nazar
Jurat Qalandar Bakhsh
Ghazal
Imdad Ali Bahr
Ghazal
saath ranDii ke chale mirzaa jii kis shaan ke saath
dahnaa baGlo.n me.n dabaa.e hu.e baayaa.n sar par
Mohsin Khan Mohsin
Ghazal
Jaun Eliya
Ghazal
kaa.nTo.n ko mat nikaal chaman se o baaGbaa.n
ye bhii gulo.n ke saath pale hai.n bahaar me.n
Bahadur Shah Zafar
Ghazal
Qateel Shifai
Ghazal
Ahmad Faraz
Ghazal
Shakeel Badayuni
Ghazal
Jan Nisar Akhtar
Ghazal
merii baa.nho.n me.n bahakne kii sazaa bhii sun le
ab bahut der me.n aazaad karuu.ngaa tujh ko
Jaun Eliya
Ghazal
ai bulbul-e-bahaar-e-chaman apnii KHair maa.ng
sayyaad-o-baaGbaa.n me.n mulaaqaat ho ga.ii