SEARCH RESULTS
Showing search results for "baab-e-qubuul"
Ghazal MATCHES FOR "baab-e-qubuul"
Ghazal
khulaa hu.aa hai vo baab-e-qubuul-e-mai-KHaana
agar nahii.n dar-e-tauba balaa se baaz nahii.n
Bismil Saeedi
Ghazal
sajdo.n kii daad mil ga.ii baab-e-qubuul se
maanaa nazar ke saamne vo aastaa.n na thaa
Mirza Altaf Husain Alim Lucknowi
Ghazal
khulegaa is pe hii 'anjum'-KHaliiq baab-e-qubuul
jo apnaa haqq-e-talab ustuvaar kar legaa
Anjum Khaleeq
Ghazal
Saqib Lakhnavi
Ghazal
baab-e-qubuul paa na sakii merii ek aah
har chand la.Dkha.Daatii hu.ii dar-ba-dar ga.ii
Yasir Rampuri
Ghazal
Fazal Husain Sabir
Ghazal
'sadr' vo kam-nasiib huu.n hijr me.n gar uThaa.uu.n haath
baab-e-qubuul se rahe merii du.aa alag alag
Nawab Sadr Mahal Sadr
Ghazal
baab-e-qubuul band hai dast-e-talab par ab
rab chaahtaa hai paa-e-talabgaar ho buland
Arshad Jamal Hashmi
Ghazal
usii ke ho.nTo.n ke phuul baab-e-qubuul chuume.n
so ham uThaa laa.e.n ab ke harf-e-du.aa usii kaa
Kabir Ajmal
Ghazal
tumhaare paas to sim-sim kaa ism-e-aazam hai
ye kyaa ki band hai apne liye hii baab-e-qubuul
Jameel Malik
Ghazal
pahu.nche.n du.aa.e.n baab-e-hariim-e-qubuul tak
taasiir ye kisii dil-e-dard-aashnaa kii hai
Rasool Jahan Begam Makhfi Badayuni
Ghazal
Pandit Jawahar Nath Saqi
Ghazal
shikast-e-KHvaab-e-tarb-e-zaa se hosh-mand hu.aa
uThe jo haath to baab-e-qubuul band hu.aa
Syed Amin Ashraf
Ghazal
jahaa.n nigaah se insaa.n banaa.e jaate hai.n
vo baab-e-mai-kada mere liye khulaa to milaa
Aale Ahmad Suroor
Ghazal
poshiida lafz lafz me.n hai daastaan-e-karb
'qudsii' kitaab-e-ziist kaa har baab dekhnaa
Aulad-e-Rasool Qudsi
Ghazal
husn ke baab me.n 'akbar' kii sanad kaafii hai
ham bhii har ik but-e-kamsin ko parii kahte hai.n