SEARCH RESULTS
Showing search results for "baadalo"
Ghazal MATCHES FOR "baadalo"
Ghazal
dil pe chhaanaa aur aa.nkho.n me.n na aanaa baadalo
ye to saavan kii hatak barsaat kii tauhiin hai
Ghazal
hijr-o-visaal-e-yaar kaa mausam nikal gayaa
ai dard-e-ishq jaag zamaana badal gayaa
Shahab Jafri
Ghazal
is tarah rail ke hamraah ravaa.n hai baadal
saath jaise ko.ii u.Dtaa hu.aa mai-KHaana chale
Akhtar Shirani
Ghazal
pyaas jab haath uThaa.e to na KHaalii jaa.e
baadalo itnii to ummiid jagaa.e rakhnaa
Pratap Somvanshi
Ghazal
ittifaaqan ham tumhaare saa.e se guzre.n kabhii
baadalo tum pyaar ke lamho.n kii barsaate.n karo
Ejaz Obaid
Ghazal
ik giit mere paas havaa se puraanaa hai
ai baadalo mujhe to bahut duur jaanaa hai
Sarvat Husain
Ghazal
ye to nairang-taraazii mire ehsaas kii hai
fasl-e-gul baadal-o-barsaat kahaa.n thii pahle
Abrar Nghmi
Ghazal
kisii ke vaaste raahe.n kahaa.n badaltii hai.n
tum apne aap ko KHud hii badal sako to chalo
Nida Fazli
Ghazal
abhii kuchh aur karishme Gazal ke dekhte hai.n
'faraaz' ab zaraa lahja badal ke dekhte hai.n
Ahmad Faraz
Ghazal
yuu.nhii mausam kii adaa dekh ke yaad aayaa hai
kis qadar jald badal jaate hai.n insaa.n jaanaa.n
Ahmad Faraz
Ghazal
qahqaha aa.nkh kaa bartaa.o badal detaa hai
ha.nsne vaale tujhe aa.nsuu nazar aa.e.n kaise
Waseem Barelvi
Ghazal
vo raahat-e-jaa.n hai magar is dar-badarii me.n
aisaa hai ki ab dhyaan udhar bhii nahii.n jaataa
Ahmad Faraz
Ghazal
kisii tarah to jame bazm mai-kade vaalo
nahii.n jo baada-o-saaGar to haav-huu hii sahii