SEARCH RESULTS
Showing search results for "baadiye"
Ghazal MATCHES FOR "baadiye"
Ghazal
sailaab har taraf se aa.e.nge baadiye me.n
juu.n abr rote hogaa jis dam guzar hamaaraa
Meer Taqi Meer
Ghazal
zo.af se girya mubaddal ba-dam-e-sard hu.aa
baavar aayaa hame.n paanii kaa havaa ho jaanaa
Mirza Ghalib
Ghazal
ik taur-e-dah-sadii thaa jo be-taur ho gayaa
ab jantarii bajaa.iye taariiKH gaa.iye
Jaun Eliya
Ghazal
ye kyaa hai ki ba.Dhte chalo ba.Dhte chalo aage
jab baiTh ke soche.nge to kuchh baat banegii
Jan Nisar Akhtar
Ghazal
Qamar Jalalvi
Ghazal
bad-dilii me.n be-qaraarii ko qaraar aayaa to kyaa
paa-piyaada ho ke ko.ii shahsavaar aayaa to kyaa
Jaun Eliya
Ghazal
mujhe to roz kasauTii pe dard kastaa hai
ki jaa.n se jism ke baKHiye udha.Dte rahte hai.n
Gulzar
Ghazal
Aalam Nizami
Ghazal
jo mudda.ii bane us ke na mudda.ii baniye
jo naa-sazaa kahe us ko na naa-sazaa kahiye
Mirza Ghalib
Ghazal
KHaatir-e-baadiya se dair me.n jaavegii kahii.n
KHaak maanind baguule ke u.Daanii us kii
Meer Taqi Meer
Ghazal
agar ham vaaqa.ii kam-hausla hote mohabbat me.n
maraz ba.Dhne se pahle hii davaa tabdiil kar lete
Saleem Kausar
Ghazal
ba.Dhne lagii hai.n aur zamaano.n kii duuriyaa.n
yuu.n faasle to aaj bahut muKHtasar hu.e
Khaleel Tanveer
Ghazal
hal bhii talaash kar liyaa jaa.egaa an-qariib
tum is vabaa ko ba.Dhne na do faasla rakho