SEARCH RESULTS
Showing search results for "baar"
Ghazal MATCHES FOR "baar"
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
tum aa.e ho na shab-e-intizaar guzrii hai
talaash me.n hai sahar baar baar guzrii hai
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
gulzaar-e-hast-e-buud na begaana-vaar dekh
hai dekhne kii chiiz ise baar baar dekh
Allama Iqbal
Ghazal
bichh.Daa hai jo ik baar to milte nahii.n dekhaa
is zaKHm ko ham ne kabhii silte nahii.n dekhaa
Parveen Shakir
Ghazal
is qadar musalsal thii.n shiddate.n judaa.ii kii
aaj pahlii baar us se mai.n ne bevafaa.ii kii
Ahmad Faraz
Ghazal
laa phir ik baar vahii baada o jaam ai saaqii
haath aa jaa.e mujhe meraa maqaam ai saaqii
Allama Iqbal
Ghazal
jo ho ik baar vo har baar ho aisaa nahii.n hotaa
hamesha ek hii se pyaar ho aisaa nahii.n hotaa
Nida Fazli
Ghazal
sau baar chaman mahkaa sau baar bahaar aa.ii
duniyaa kii vahii raunaq dil kii vahii tanhaa.ii
Sufi Ghulam Mustafa Tabassum
Ghazal
tujh se gile karuu.n tujhe jaanaa.n manaa.uu.n mai.n
ik baar apne-aap me.n aa.uu.n to aa.uu.n mai.n
Jaun Eliya
Ghazal
bas ek baar kisii ne gale lagaayaa thaa
phir us ke baa'd na mai.n thaa na meraa saayaa thaa
Zafar Iqbal
Ghazal
Rahat Indori
Ghazal
yuu.n to pahle bhii hu.e us se ka.ii baar judaa
lekin ab ke nazar aate hai.n kuchh aasaar judaa