SEARCH RESULTS
Showing search results for "baaraat"
Ghazal MATCHES FOR "baaraat"
Ghazal
sunaa hai bole to baato.n se phuul jha.Dte hai.n
ye baat hai to chalo baat kar ke dekhte hai.n
Ahmad Faraz
Ghazal
Qateel Shifai
Ghazal
din Duube hai yaa Duubii baaraat liye kashtii
saahil pe magar ko.ii kohraam nahii.n hotaa
Meena Kumari Naz
Ghazal
baap larzaa.n hai ki pahu.nchii nahii.n baaraat ab tak
aur ham-joliyaa.n dulhan ko sa.nvaare jaa.e.n
Ahmad Faraz
Ghazal
mai.n teraa dost huu.n tuu mujh se is tarah to na mil
barat ye rasm kisii suurat-aashnaa ke liye
Shaz Tamkanat
Ghazal
Ahmad Nadeem Qasmi
Ghazal
kabhii KHud pe kabhii haalaat pe ronaa aayaa
baat niklii to har ik baat pe ronaa aayaa
Sahir Ludhianvi
Ghazal
barat rahaa huu.n mai.n lafzo.n ko iKHtisaar ke saath
ziyaada likhnaa hai aur Diary bahut kam hai
Shakeel Azmi
Ghazal
Javed Akhtar
Ghazal
Parveen Shakir
Ghazal
is tarah mil ki mulaaqaat adhuurii na rahe
zindagii dekh ko.ii baat adhuurii na rahe
Kunwar Bechain
Ghazal
hai sang par baraat-e-ma.aash-e-junuun-e-ishq
ya.anii hunuuz minnat-e-tiflaa.n uThaa.iye
Mirza Ghalib
Ghazal
bhaTak rahii hai a.ndhere me.n zindagii kii baraat
ko.ii charaaG sar-e-rahguzar jalaataa jaa