SEARCH RESULTS
Showing search results for "baatin-e-zardaar"
Ghazal MATCHES FOR "baatin-e-zardaar"
Ghazal
baatin-e-zardaar pur-asraar hai jaise 'muniir'
kaan-e-zar kii band haibat mash.alo.n ke saamne
Muneer Niyazi
Ghazal
kitnaa ba.Daa azaab hai baatin kii kashmakash
aa.iina sab kaa garmii-e-jauhar se kaT gayaa
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
baatin-e-qalb-o-jigar me.n hii basaa le mujh ko
zaahiran gar tuu mire saath nahii.n ho saktii
Mohammad Askari Arif
Ghazal
muflisii masnad-e-zardaar pe qaabiz hogii
mahl badlegaa zamaana bhii badal jaa.egaa
Azhar Lakhnawi
Ghazal
sarmaaya-e-hayaat mohabbat vafaa KHuluus
daulat hai apnii daulat-e-zardaar se alag
Ahsan Aazmi
Ghazal
muflis-o-zardaar me.n zebaa nahii.n hai imtiyaaz
har kisii se pesh aanaa hai sadaa tauqiir se
Rahbar Pratapgarhi
Ghazal
hukm-e-zardaar ye hai un ko nazar-band karo
amn ke jo bhii taraf-daar nazar aate hai.n
Azhar Sajjad
Ghazal
Shauq Jalandhari
Ghazal
josh me.n suurat-e-naadaar jo aate hai.n nazar
hosh me.n shikva-e-zar-daar se aage na ga.e
Khurshidul islam
Ghazal
ek aa.egaa nazar batin-o-zaahir 'jarraar'
merii siirat mirii suurat se milaa lii jaa.e
Jarrar Chhaulisi
Ghazal
na us kaa batin-o-zaahir badalne vaalaa hai
mafaad dekh ke mehvar badalne vaalaa hai
Safdar Hamadani
Ghazal
pahchaan me.n na aa.e qayaafa se ko.ii shaKHs
ab aadmii ke baatin-o-zaahir badal ga.e
Mir Sajjad
Ghazal
Rajendr Bahadur Mauj
Ghazal
Ahmad Husain Mail
Ghazal
aah-o-fariyaad se ik hashr bapaa hai har samt
KHuu.nfishaa.n KHanjar-e-zardaar rahegaa kab tak