SEARCH RESULTS
Showing search results for "baatin-e-zardaar"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "baatin-e-zardaar"
Ghazal
baatin-e-zardaar pur-asraar hai jaise 'muniir'
kaan-e-zar kii band haibat mash.alo.n ke saamne
Muneer Niyazi
Ghazal
kitnaa ba.Daa azaab hai baatin kii kashmakash
aa.iina sab kaa garmii-e-jauhar se kaT gayaa
Faza Ibn e Faizi
Nazm
goristan-e-shahi
baatin-e-har-zarra-e-aalim saraapaa dard hai
aur KHaamoshii lab-e-hastii pe aah-e-sard hai
Allama Iqbal
Nazm
zalzala
KHuun-e-zardaar hii mazduur kii mazduurii hai
mai.n jo KHaamosh huu.n ye baa.is-e-majbuurii hai
Shakeel Badayuni
Ghazal
baatin-e-qalb-o-jigar me.n hii basaa le mujh ko
zaahiran gar tuu mire saath nahii.n ho saktii
Mohammad Askari Arif
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "baatin-e-zardaar"
Kulliyat
maar rakkhaa baatin-e-piir-e-muGaa.n ne shaiKH ko
mil gayaa us piir-zan ko Gaib se ek piir-mard
Meer Taqi Meer
Ghazal
muflisii masnad-e-zardaar pe qaabiz hogii
mahl badlegaa zamaana bhii badal jaa.egaa
Azhar Lakhnawi
Ghazal
sarmaaya-e-hayaat mohabbat vafaa KHuluus
daulat hai apnii daulat-e-zardaar se alag
Ahsan Aazmi
Nazm
hamein yaqin hai
ki jaise manzil pe luTne vaalaa ko.ii musaafir
ba-baatin-e-afsurda-KHaatir
Anwar Shamim Anwar
Ghazal
muflis-o-zardaar me.n zebaa nahii.n hai imtiyaaz
har kisii se pesh aanaa hai sadaa tauqiir se
Rahbar Pratapgarhi
Ghazal
hukm-e-zardaar ye hai un ko nazar-band karo
amn ke jo bhii taraf-daar nazar aate hai.n