SEARCH RESULTS
Showing search results for "baavle"
Ghazal MATCHES FOR "baavle"
Ghazal
aashiqii me.n 'miir' jaise KHvaab mat dekhaa karo
baavle ho jaa.oge mahtaab mat dekhaa karo
Ahmad Faraz
Ghazal
lagte hai.n nit jo KHuubaa.n sharmaane baavle hai.n
ham log vahshii KHabtii diivaane baavle hai.n
Mushafi Ghulam Hamdani
Ghazal
Ali Akbar Natiq
Ghazal
diyaa na ishq ne jab kuchh to aql kyaa degii
ab is se maa.ngte ho chain baavle ho tum
Jameel Mazhari
Ghazal
mujh baavle kaa shor uThaa dekh kar ke fauj
baadal kii bhaa.nt Dar sii.n raqiibaa.n kii phaT ga.ii
Abroo Shah Mubarak
Ghazal
hai aql zahr junuu.n zahr-e-aql kaa tiryaak
ye raaz khul hii gayaa ham pe baavle-pan me.n
Noor Bijnauri
Ghazal
Khalid Jamal
Ghazal
Shehpar Rasool
Ghazal
Meer Taqi Meer
Ghazal
Andaleeb Shadani
Ghazal
charaaGo.n ke badle makaa.n jal rahe hai.n
nayaa hai zamaana na.ii raushnii hai
Khumar Barabankavi
Ghazal
dete hai.n jannat hayaat-e-dahr ke badle
nashsha ba-andaaza-e-KHumaar nahii.n hai
Mirza Ghalib
Ghazal
tuu jo badle tirii tasviir badal jaatii hai
ra.ng bharne me.n suhuulat nahii.n hotii mujh ko
Shahid Zaki
Ghazal
KHud bhii aaKHir-kaar unhii va.ado.n se bahle
jin se saarii duniyaa ko bahlaayaa ham ne