SEARCH RESULTS
Showing search results for "badkaar"
Ghazal MATCHES FOR "badkaar"
Ghazal
aabid umar
Ghazal
paarsaa KHvaab sabhii us ke tasarruf me.n rahe
raat bhii ho ga.ii badkaar kahaa.n jaa.uu.n mai.n
Khursheed Akbar
Ghazal
saaraa vatan samajh chukaa dair-o-haram kaa sach
bad-kaar rahbaraan kii baaziigarii kii KHair
Ajay Sahaab
Ghazal
jo niko-kaar the duniyaa se vo uThte hii ga.e
the jo bad-kaar vo allaah ko pyaare na hu.e
Sardar Khan Soz
Ghazal
ko.ii mujhe bad-kaar kahe us kii KHataa kyaa
ye meraa hii baKHshaa hu.aa ezaaz hai mujh me.n
Hamid Mukhtar Hamid
Ghazal
mai.n ki bad-kaar tiraa dhyaan nahii.n rakh paataa
tuu ki rakh de hai mirii zaat munazzah kar ke
Shaariq Qamar
Ghazal
tashriif shab ko laanaa kyo.n aar jaante hai.n
shaayad ki aap ham ko bad-kaar jaante hai.n
Ishrat Bareilvi
Ghazal
duniyaa samajh rahii thii ki bad-kaar hai.n magar
badnaam pahle ham hu.e phir jaa ke bad hu.e
Naved Jafri
Ghazal
vo siyahkaar vo badkaar hamaare kab the
KHaak me.n mil jo rahe the vo sitaare kab the
Khalid Ebadi
Ghazal
gulo.n me.n rang bhare baad-e-nau-bahaar chale
chale bhii aa.o ki gulshan kaa kaarobaar chale
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
kahii.n nahii.n ko.ii suuraj dhu.aa.n dhu.aa.n hai fazaa
KHud apne aap se baahar nikal sako to chalo
Nida Fazli
Ghazal
vo raahat-e-jaa.n hai magar is dar-badarii me.n
aisaa hai ki ab dhyaan udhar bhii nahii.n jaataa
Ahmad Faraz
Ghazal
junuu.n me.n jitnii bhii guzrii ba-kaar guzrii hai
agarche dil pe KHaraabii hazaar guzrii hai
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
Nasir Kazmi
Ghazal
mai.n jab makaan ke baahar qadam nikaaltaa huu.n
ajab nigaah se mujh ko makaan dekhtaa hai
Shakeel Azmi
Ghazal
dar-ba-dar hone se pahle kabhii sochaa bhii na thaa
ghar mujhe raas na aayaa to kidhar jaa.uu.ngaa