SEARCH RESULTS
Showing search results for "badkaar"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "badkaar"
Nazm
ye mahlon ye taKHton ye tajon ki duniya
javaanii bhaTaktii hai bad-kaar ban kar
javaa.n jism sajte hai.n baazaar ban kar
Sahir Ludhianvi
Nazm
insaf ka taraazu jo hath mein uThae
bad-kaar mujrmo.n ke naapaak hauslo.n ko
kuchh aur bhii ba.Dhaayaa
Sahir Ludhianvi
Ghazal
aabid umar
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "badkaar"
Ghazal
jo niko-kaar the duniyaa se vo uThte hii ga.e
the jo bad-kaar vo allaah ko pyaare na hu.e
Sardar Khan Soz
Nazm
koi rahbar koi sathi koi apna na mila
aaj kis mu.nh se ye kahte ho ki bad-kaar huu.n mai.n
mai.n tumhaare hii to kirdaar kaa aa.iina huu.n
Waqif rae Barelvi
Ghazal
ko.ii mujhe bad-kaar kahe us kii KHataa kyaa
ye meraa hii baKHshaa hu.aa ezaaz hai mujh me.n
Hamid Mukhtar Hamid
Ghazal
mai.n ki bad-kaar tiraa dhyaan nahii.n rakh paataa
tuu ki rakh de hai mirii zaat munazzah kar ke
Shaariq Qamar
Rekhti
kisii kaTnii kii bad-kaarii kaa shar hai
sharaarat se hai pur bad-kaar kaa KHat
Mohsin Khan Mohsin
Ghazal
tashriif shab ko laanaa kyo.n aar jaante hai.n
shaayad ki aap ham ko bad-kaar jaante hai.n













