SEARCH RESULTS
Showing search results for "bahishto.n"
Ghazal MATCHES FOR "bahishto.n"
Ghazal
sunaa hai us ke shabistaa.n se muttasil hai bahisht
makii.n udhar ke bhii jalve idhar ke dekhte hai.n
Ahmad Faraz
Ghazal
Inamullah Khan Yaqeen
Ghazal
ye nain jaltii lavo.n jiitii nekiyo.n vaale
ghane bahishto.n kaa saaya hai.n arz-e-jaa.n ke liye
Majeed Amjad
Ghazal
ik phal ke ravaadaar na the KHuld-e-barii.n me.n
dil terii bahishto.n kii talab chho.D gayaa hai
Idris Azad
Ghazal
ye rahguzar to tamaazat ke shahr ko jaa.e
kahii.n jale na bahishto.n ke e'tibaar me.n tuu
Qayyum Tahir
Ghazal
Khawar Ahmad
Ghazal
vo chiiz jis ke liye ham ko ho bahisht aziiz
sivaa.e baada-e-gulfaam-e-mushk-buu kyaa hai
Mirza Ghalib
Ghazal
Allama Iqbal
Ghazal
bahisht-e-tasavvur ke jalve hai.n mai.n huu.n
judaa.ii salaamat maze aa rahe hai.n
Khumar Barabankavi
Ghazal
thaa vo to rashk-e-huur-e-bahishtii hamii.n me.n 'miir'
samjhe na ham to fahm kaa apnii qusuur thaa
Meer Taqi Meer
Ghazal
yahii.n bahisht bhii hai huur o jibra.iil bhii hai
tirii nigah me.n abhii shoKHi-e-nazaara nahii.n
Allama Iqbal
Ghazal
sunte hai.n jo bahisht kii taariif sab durust
lekin KHudaa kare vo tiraa jalva-gaah ho
Mirza Ghalib
Ghazal
shaiKH aur bahisht kitne ta.ajjub kii baat hai
yaa-rab ye zulm KHuld kii aab-o-havaa ke saath
Abdul Hamid Adam
Ghazal
aa gayaa mere makaa.n tak aur aa kar rah gayaa
baarisho.n ke baa'd dariyaa dekhne kii chiiz thii