SEARCH RESULTS
Showing search results for "bahishto.n"
Nazm MATCHES FOR "bahishto.n"
Nazm
jhula
saal bhar rah ke bahishto.n kii fazaa me.n mehmaa.n
abr kii god me.n baiThaa hu.aa aayaa jhuulaa
Akhtar Shirani
Nazm
raushni tez karo
zohra o maah se mahruum hai jazbaat kii raat
zaafaraa.n-zaar bahishto.n me.n bhii u.Dtaa hai Gubaar
Shamim Karhani
Nazm
abr-o-baad
liyaa hai kitne bahishto.n se intiqaam na puuchh
gulo.n ke daam KHariide hai.n kitne barq-o-sharaar
Manzoor Husain shor
Nazm
aKHtar shirani
aah aatish-kada-e-baada-faroshaa.n pe kabhii
ab na chhaa.egii bahishto.n kii fazaa tere baa'd
Bismil Saeedi
Nazm
ai ishq hamein barbaad na kar
un paak bahishtii KHvaabo.n ke dilchasp fasaane bhuul ga.e
in KHvaabo.n sii yuu.n aazaad na kar
Akhtar Shirani
Nazm
aadmi-nama
fir.aun ne kiyaa thaa jo da.avaa KHudaa.ii kaa
shaddaad bhii bahisht banaa kar hu.aa KHudaa
Nazeer Akbarabadi
Nazm
hitch-hiker
terii chaahat bhii muqaddas terii qurbat bhii bahisht
des paradesh kii tafriiq ghaTegii kaise
Ahmad Faraz
Nazm
ek rah-guzar par
vo ho.nT faiz se jin ke bahaar laala-farosh
bahisht o kausar o tasniim o salsabiil ba-dosh
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
ai ishq kahin le chal
ai ishq kahii.n le chal!
ik aisii bahisht aa.ii.n vaadii me.n pahu.nch jaa.e.n
Akhtar Shirani
Nazm
ek pul banaya ja raha hai
ye supurdagii hai
ye supurdagii bachpan hai aur bachpan bahisht...
Sarvat Husain
Nazm
apni malka-e-suKHan se
partav se tere chehra-e-parvii.n-sarisht ke
ghabraa ke band kartii hai.n Gurfe bahisht ke
Josh Malihabadi
Nazm
hubb-e-watan
ai vatan ai mire bahisht-e-barii.n
kyaa hu.e tere aasmaan o zamii.n
Altaf Hussain Hali
Nazm
pichhle-pahar ke sannaTe mein
andeshe ke baalishto.n se maap rahii hai
maazii kii Dev.Dhii kii chilman
Ibn e Insha
Nazm
dilli se wapsi
rashk-e-shiiraaz-kuhan hindostaa.n kii aabruu
sar-zamiin-e-husn-o-mausiiqii bahisht-e-ra.ng-o-buu
Asrarul Haq Majaz
Nazm
hubb-e-watan
ai vatan ai mire bahisht-e-barii.n
kyaa hu.e tere aasmaan zamii.n