SEARCH RESULTS
Showing search results for "bahkaane"
Ghazal MATCHES FOR "bahkaane"
Ghazal
ik lahar us kii aa.nkh me.n hai hausla-shikan
ik rang us ke chehre pe bahkaane vaalaa hai
Jamal Ehsani
Ghazal
ai mire vaada-shikan ek na aane se tire
dil ko bahkaane ka.ii talKH tavahhum aa.e
Asad Bhopali
Ghazal
Imtiyaz Ali Arshi
Ghazal
baat apno.n kii karuu.n mai.n kisii begaane se
kyuu.n bahak jaate ho tum Gair ke bahkaane se
Gopal Krishn Shafaq
Ghazal
Sardar Ganda Singh Mashriqi
Ghazal
nikalte ham na Gam-KHaane se 'aKHtar'
hasii.n mausam ke bahkaane se nikle
Akhtar Ansari Akbarabadi
Ghazal
aa ga.e aaj vo aGyaar ke bahkaane me.n
nahii.n ma.aluum buraa vaqt ye kis kaa aayaa
Qurban Ali Salik Beg
Ghazal
Vishvanath Dard
Ghazal
ye KHayaal-e-shauq-parvar dil ke bahlaane ko hai
ko.ii be-ruKH be-ruKHii se baaz aa jaane ko hai
Abdul Kareem Majrooh Siddiqi
Ghazal
jaada-e-haq par rahe.nge gaamzan ham to 'nishaat'
raah me.n bahkaane ham ko raahbar aayaa to kyaa
Mardan Ali Khan Nishat
Ghazal
hai.n to naadaan magar itne bhii naadaan nahii.n
baat bantii ho to aa jaate hai.n bahkaane me.n
Shariq Kaifi
Ghazal
naasehaa mai.n bhii kuchh aisaa nahii.n naadaan ki bas
chho.D duu.n raah-e-mohabbat tire bahkaane se
Mohammad Lutfuddin Khan Lutf
Ghazal
chaah ke uljhe hu.e rishte ko suljhaane chale
uljhane.n had se ba.Dhii.n to dil ko bahkaane chale
Al-Haaj Al-Hafiz
Ghazal
Habeeb Moosavi
Ghazal
ho.n bahaana tujhe aa.nsuu to saliiqe se bahaa
aise naayaab guhar muft me.n barbaad na kar
Asad Ahmad Mujaddadi Asad
Ghazal
kaT nahii.n paa.ii kisii suurat bhii diivaano.n kii baat
aa.e KHud bahke hu.e jo un ko bahkaane ga.e