SEARCH RESULTS
Showing search results for "bahkaane"
Nazm MATCHES FOR "bahkaane"
Nazm
kasrat-e-aulad
mujh ko ye Dar hai kabhii shaitaan bahkaane lage
ham miyaa.n-biivii qariib aane se katraane lage
Nashtar Amrohvi
Nazm
harjai
kyaa tumhe.n bhii ko.ii bahkaane lagaa
un kii aa.nkhe.n hai.n ki KHvaabo.n kaa fusuu.n
Zia Jalandhari
Nazm
shikast-e-ehsas
kaun sii yaad chalii aa.ii tujhe bahkaane
kaun saa zaKHm mahak uTThaa hai yuu.n ta.Dpaane
Athar Aziz
Nazm
nisar main teri galiyon ke
bahut hai zulm ke dast-e-bahaana-juu ke liye
jo chand ahl-e-junuu.n tere naam-levaa hai.n
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
taj-mahal
murda-shaaho.n ke maqaabir se bahalne vaalii
apne taariik makaano.n ko to dekhaa hotaa
Sahir Ludhianvi
Nazm
nakara
bekaarii me.n zaat ke zaKHmo.n kii sozish ko aur ba.Dhaane
tez-ravii kii raahguzar se
Jaun Eliya
Nazm
intisab
duusrii maaliye ke bahaane se sarkaar ne kaaT lii hai
jis kii pag zor vaalo.n ke paa.nv-tale
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
mata-e-ghair
terii maanuus nigaaho.n kaa ye mohtaat payaam
dil ke KHuu.n karne kaa ek aur bahaana hii na ho
Sahir Ludhianvi
Nazm
aaKHiri KHat
aa.ogii mirii gor pe tum ashk bahaane
nau-KHez bahaaro.n ke hasii.n phuul cha.Dhaane
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
KHizr-e-rah
baaGbaan-e-chaara-farmaa se ye kahtii hai bahaar
zaKHm-e-gul ke vaaste tadbiir-e-marham kab talak
Allama Iqbal
Nazm
zauq o shauq
ain-e-visaal me.n mujhe hausla-e-nazar na thaa
garche bahaana-juu rahii merii nigaah-e-be-adab!
Allama Iqbal
Nazm
marhum aur mahrum
tumhaaraa KHuun mire jism me.n machaltaa rahaa
zaraa se qatre bahaane kaa mauqa to dete
Zubair Ali Tabish
Nazm
ye bachcha kis ka bachcha hai
ko.ii bhaaluu hai, ko.ii gho.Daa hai
naa is kaa jii bahlaane ko
Ibn e Insha
Nazm
nazm
jab aa.nsu.o.n ko mayassar hazaar shaane the
jab intizaar na karne ke sau bahaane the