SEARCH RESULTS
Showing search results for "bairaq"
Ghazal MATCHES FOR "bairaq"
Ghazal
hai.n zer-e-saaya us ke hazaaro.n gadaa-o-shaah
bairaq ise na keh ye alam hai faqiir kaa
Nazeer Akbarabadi
Ghazal
mirii aah ne jo kholii ye qushuun-e-ashk bairaq
vahii.n barq-o-raa'd le kar ilm-e-sahaab ulTaa
Mushafi Ghulam Hamdani
Ghazal
Meeraji
Ghazal
Ahmad Salman
Ghazal
Allama Iqbal
Ghazal
Meeraji
Ghazal
hai apnii ye salaah ki sab zaahidaan-e-shahr
ai 'dard' aa ke bai.at-e-dast-e-subuu kare.n
Khwaja Meer Dard
Ghazal
bahraa huu.n mai.n to chaahiye duunaa ho iltifaat
suntaa nahii.n huu.n baat mukarrar kahe baGair
Mirza Ghalib
Ghazal
jis ke saa.e me.n tujhe pahle pahal dekhaa thaa
mai.n isii pe.D ke niiche tirii bai'at karuu.ngaa
Tahzeeb Hafi
Ghazal
sirf itne ke liye aa.nkhe.n hame.n baKHshii ga.ii.n
dekhiye duniyaa ke manzar aur ba-ibrat dekhiye
Josh Malihabadi
Ghazal
Nida Fazli
Ghazal
Allama Iqbal
Ghazal
mujhe tuufaan-e-havaadis se Daraane vaalo
haadso.n ne to mire haath pe bai.at kii hai
Rahat Indori
Ghazal
jab se mai.n un ke halqa-e-bai.at me.n aa gayaa
'naayaab' ek raushnii fikr-o-nazar me.n hai
Jahangeer Nayab
Ghazal
ab bhii tauhiin-e-itaa.at nahii.n hogii ham se
dil nahii.n hogaa to bai.at nahii.n hogii ham se
Iftikhar Arif
Ghazal
roz jab raat ko baarah kaa gajar hotaa hai
yaatnaa.o.n ke a.ndhere me.n safar hotaa hai