SEARCH RESULTS
Showing search results for "baithne"
Ghazal MATCHES FOR "baithne"
Ghazal
unhii.n ko aaj nahii.n baiThne kii jaa miltii
mu.aaf karte the jo log kal zamiino.n ko
Meer Anees
Ghazal
Rais Farogh
Ghazal
aur kuchh din baiThne do kuu-e-jaanaa.n me.n hame.n
rafta rafta saaya-e-diivaar ban jaa.e.nge ham
Ahmad Faraz
Ghazal
ye makaa.n girtaa hu.aa jab chho.D jaa.e.nge makii.n
ik parinda baiThne diivaar par aa jaa.egaa
Asim Wasti
Ghazal
bazm se uThne kii Gairat baiThne se dil ko rashk
dekh kar Gairo.n kaa majma.a kyaa pareshaanii hu.ii
Dagh Dehlvi
Ghazal
ye kyaa pa.Dii hai tujhe dil jalo.n me.n baiThne kii
ye umr to hai miyaa.n dosto.n me.n baiThne kii
aabid umar
Ghazal
rahm khaa kar 'arsh' us ne is taraf dekhaa magar
ye bhii dil de baiThne kaa mujh ko KHamyaaza lagaa
Arsh Siddiqui
Ghazal
do gha.Dii baiTho mire paas, kaho kaisii ho
do gha.Dii baiThne se pyaar nahii.n hotaa yaar
Iftikhar Mughal
Ghazal
nauhagaro.n ko bhii hai galaa baiThne kii fikr
jaataa huu.n aap apnii ajal ko pukaarne
Hafeez Jalandhari
Ghazal
phir baiThne kaa mujh ko maza hii nahii.n uThtaa
jab tak ki tire shaane se shaanaa nahii.n miltaa
Mushafi Ghulam Hamdani
Ghazal
yaad rakkhe.nge tumhaarii bazm me.n aane ko ham
baiThne ke vaaste aGyaar uTh jaane ko ham