SEARCH RESULTS
Showing search results for "banaa.ii"
Ghazal MATCHES FOR "banaa.ii"
Ghazal
Jaun Eliya
Ghazal
vaqt lafzo.n se banaa.ii hu.ii chaadar jaisaa
o.Dh letaa huu.n to sab KHvaab hunar lagtaa hai
Abbas Tabish
Ghazal
zamii.n banaa.ii ga.ii aasmaa.n banaayaa gayaa
baraa.e-ishq ye saaraa jahaa.n banaayaa gayaa
Yasir Khan Inam
Ghazal
kahiyo ki tuu ne KHuub banaa.ii hai kaa.enaat
lekin use likhaa.ii ke number na diijiyo
Jawad Sheikh
Ghazal
daastaan-e-Gam-e-dil un ko sunaa.ii na ga.ii
baat big.Dii thii kuchh aisii ki banaa.ii na ga.ii
Jigar Moradabadi
Ghazal
huzuur qibla janaab aap dekhiye saahab
kisii kii shaan me.n goyaa luGat banaa.ii ga.ii
Shahzad Qais
Ghazal
banaanii pa.Dtii hai har shaKHs ko jagah apnii
mile agarche ba-zaahir banii-banaa.ii jagah
Basir Sultan Kazmi
Ghazal
taariif us KHudaa kii jis ne jahaa.n banaayaa
kaisii zamii.n banaa.ii kyaa aasmaa.n banaayaa
Ismail Merathi
Ghazal
nazar aatii hai tujh aiso.n ko shabaahat apnii
mai.n ne tasviir banaa.ii thii kabhii paanii par
Dilawar Ali Aazar
Ghazal
hone do ho rahe hai.n jo ulfat ke tazkire
big.Doge tum to baat banaa.ii na jaa.egii
Jaleel Manikpuri
Ghazal
ye umr-e-ishq yuu.nhii kyaa ga.nvaa.ii jaatii hai
hayaat zinda haqiiqat banaa.ii jaatii hai
Jigar Moradabadi
Ghazal
har aane vaalaa isii tarah se tujhe chaahe
mirii banaa.ii hu.ii ye fazaa KHaraab na ho
Shaheen Abbas
Ghazal
kuchh shikva na karte na biga.Dtaa vo shab-e-vasl
ab ham se ko.ii baat banaa.ii nahii.n jaatii
Jalal Lakhnavi
Ghazal
mai.n chup kha.Daa thaa ta'alluq me.n iKHtisaar jo thaa
usii ne baat banaa.ii vo hoshiyaar jo thaa
Rajinder Manchanda Bani
Ghazal
jaane na tujh ko jo ye tasan.no tuu us se kar
tis par bhii to chhupii nahii.n rahtii banaa.ii baat
Meer Taqi Meer
Ghazal
chaahaa kabhii sochaa kabhii tasviir banaa.ii
chho.Daa na tirii yaad ne bekaar kisii din