SEARCH RESULTS
Showing search results for "bandaa"
Ghazal MATCHES FOR "bandaa"
Ghazal
Allama Iqbal
Ghazal
Allama Iqbal
Ghazal
falak ne un ko ataa kii hai KHvaajgii ki jinhe.n
KHabar nahii.n ravish-e-banda-parvarii kyaa hai
Allama Iqbal
Ghazal
us banda-e-KHuddaar pe nabiyo.n kaa hai saaya
jo bhuuk me.n bhii luqma-e-tar par nahii.n girtaa
Qateel Shifai
Ghazal
tumhe.n banda-parvar hamii.n jaante hai.n
ba.De siidhe-saadhe ba.De bhole-bhaale
Qamar Jalalvi
Ghazal
be-niyaazii had se guzrii banda-parvar kab talak
ham kahe.nge haal-e-dil aur aap farmaave.nge kyaa
Mirza Ghalib
Ghazal
Qateel Shifai
Ghazal
raat kaa vaa'da hai bande se agar banda-navaaz
band me.n de lo girah taa ki zaraa yaad rahe
Shaikh Ibrahim Zauq
Ghazal
ahkaam tire haq hai.n magar apne mufassir
taaviil se qur.aa.n ko banaa sakte hai.n paazand
Allama Iqbal
Ghazal
tirii banda-parvarii se mire din guzar rahe hai.n
na gila hai dosto.n kaa na shikaayat-e-zamaana
Allama Iqbal
Ghazal
asar kare na kare sun to le mirii fariyaad
nahii.n hai daad kaa taalib ye banda-e-aazaad
Allama Iqbal
Ghazal
Allama Iqbal
Ghazal
ham ne yahii maa.ngaa thaa us ne yahii baKHshaa hai
banda ho to aisaa ho daataa ho to aisaa ho