SEARCH RESULTS
Showing search results for "bandaa"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "bandaa"
Nazm
shikwa
ek hii saf me.n kha.De ho ga.e mahmuud o ayaaz
na ko.ii banda rahaa aur na ko.ii banda-navaaz
Allama Iqbal
Ghazal
Allama Iqbal
PAGE MATCHES FOR "bandaa"
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "bandaa"
Ghazal
falak ne un ko ataa kii hai KHvaajgii ki jinhe.n
KHabar nahii.n ravish-e-banda-parvarii kyaa hai
Allama Iqbal
Filmi Geet
jii hame.n manzuur hai aap kaa ye faisla
kah rahii hai har nazar banda-parvar shukriyaa
Raja Mehdi Ali Khan
Ghazal
us banda-e-KHuddaar pe nabiyo.n kaa hai saaya
jo bhuuk me.n bhii luqma-e-tar par nahii.n girtaa
Qateel Shifai
Ghazal
tumhe.n banda-parvar hamii.n jaante hai.n
ba.De siidhe-saadhe ba.De bhole-bhaale
Qamar Jalalvi
Ghazal
be-niyaazii had se guzrii banda-parvar kab talak
ham kahe.nge haal-e-dil aur aap farmaave.nge kyaa
Mirza Ghalib
Sher
samjhegaa aadmii ko vahaa.n kaun aadmii
banda jahaa.n KHudaa ko KHudaa maantaa nahii.n
Saba Akbarabadi
Nazm
masjid-e-qurtuba
saaqi-e-rabaab-e-zauq faaras-e-maidaan-e-shauq
baada hai us kaa rahiiq teG hai us kii asiil
Allama Iqbal
Nazm
KHizr-e-rah
banda-e-mazduur ko jaa kar miraa paiGaam de
KHizr kaa paiGaam kyaa hai ye payaam-e-kaa.enaat






