SEARCH RESULTS
Showing search results for "bandaa"
Nazm MATCHES FOR "bandaa"
Nazm
shikwa
ek hii saf me.n kha.De ho ga.e mahmuud o ayaaz
na ko.ii banda rahaa aur na ko.ii banda-navaaz
Allama Iqbal
Nazm
KHizr-e-rah
banda-e-mazduur ko jaa kar miraa paiGaam de
KHizr kaa paiGaam kyaa hai ye payaam-e-kaa.enaat
Allama Iqbal
Nazm
masjid-e-qurtuba
saaqi-e-rabaab-e-zauq faaras-e-maidaan-e-shauq
baada hai us kaa rahiiq teG hai us kii asiil
Allama Iqbal
Nazm
lenin
ham band-e-shab-o-roz me.n jak.De hu.e bande
tuu KHaaliq-e-aasaar-o-nigaaranda-e-aanaat
Allama Iqbal
Nazm
ek makDa aur makkhi
sau kaam KHushaamad se nikalte hai.n jahaa.n me.n
dekho jise duniyaa me.n KHushaamad kaa hai bandaa
Allama Iqbal
Nazm
hubb-e-watan
ai dil ai banda-e-vatan hoshiyaar
KHvaab-e-Gaflat se ho zaraa bedaar
Altaf Hussain Hali
Nazm
kaun si uljhan ko suljhate hain ham?
shaam se the hasrato.n ke banda-e-be-daam ham
pii rahe the jaam par har jaam ham
Noon Meem Rashid
Nazm
chadar aur chaar-diwari
ki banda-parvar
huzuur ke hujra-e-ma.attar me.n ek laasha pa.Daa hu.aa hai
Fahmida Riaz
Nazm
qaumon ke liye maut hai markaz se judai
is daur me.n bhii mard-e-KHudaa ko hai mayassar
jo mo'jiza parbat ko banaa saktaa hai raa.ii
Allama Iqbal
Nazm
sayyad se aaj hazrat-e-waiz ne ye kaha
shaitaan ne dikhaa ke jamaal-e-uruus-e-dahr
banda banaa diyaa hai tujhe hubb-e-jaah kaa
Akbar Allahabadi
Nazm
yakum may
ye may kii pahlii, din hai banda-e-mazduur kaa
muddato.n ke baa'd dekhaa is ne jalva huur kaa
Syed Mohammad Jafri
Nazm
iqbaal se ham-kalami
soch me.n Duube hu.e the 'haalii'-e-darvesh-KHuu
baa.ndh kar baiThe halqa shiblii-e-ahd-aafrii.n
Shorish kashmiri
Nazm
gurunanak
ai band-e-haq-go tirii guftaar ke sadqe
ai saahab-e-iimaa.n tire kirdaar ke sadqe
Arsh Malsiyani
Nazm
kahan hai aa ja
raahat-e-banda-e-be-daam kahaa.n hai aa jaa
paikar-e-husn sar-e-baam kahaa.n hai aa jaa