SEARCH RESULTS
Showing search results for "bandagaan-e-varam"
Ghazal MATCHES FOR "bandagaan-e-varam"
Ghazal
bandagaan-e-daur-e-haazir kii KHudaa.ii dekhiye
jis jagah jis vaqt chaahaa hashr barpaa kar diyaa
Nazeer Banarasi
Ghazal
ham bandagaan-e-KHaak-nashii.n KHaaksaar hai.n
apne liye fuzuul hai satvat hii kyo.n na ho
Riaz Rahi
Ghazal
kyaa sarguzisht gor-e-Gariibaa.n kii mai.n kahuu.n
ahvaal-e-bandagaan-e-KHudaa kuchh na puuchhiye
Agha Hajju Sharaf
Ghazal
KHudaa kii den ke mohtaaj-e-bandagaan-e-KHudaa
ye kyaa ki maa.ngne vaalo.n se jaa-ba-jaa maa.ngaa
Ghani Ejaz
Ghazal
zindagii par hai iKHtiyaar un kaa
bandagaan-e-KHudaa KHudaa bhii hai.n
Syed Nawab Haider Naqvi Rahi
Ghazal
faqat haath kaale nahii.n balki mun.im
dilo.n par bhii daaG-e-varam dekhte hai.n
Wajid Ali Shah Akhtar
Ghazal
Guruur-e-zohd ne sikhlaa diyaa hai vaa.iz ko
ki bandagaan-e-KHudaa par zabaa.n daraaz kare
Allama Iqbal
Ghazal
ushshaaq bandagaan-e-KHudaa hai.n KHudaa nahii.n
tho.Daa saa narKH-e-husn ko arzaa.n to kiijiye
Josh Malihabadi
Ghazal
aavaaze mujh pe kaste hai.n phir bandagaan-e-ishq
pa.D jaa.e phir na paa.nv me.n zanjiir dekhnaa
Yagana Changezi
Ghazal
asnaam-e-zar ke paa.nv me.n Daale hu.e jabii.n
kitne hai.n bandagaan-e-KHudaa dekhte chalo
Ehsan Danish
Ghazal
mai.n bandagaan-e-dahr kaa kab thaa bhalaa hariif
meraa to saaraa kaam hii taaKHiir se hu.aa
Shahabuddin Saqib
Ghazal
gar chaahte ho KHush rahe.n kuchh bandagaan-e-KHaas
jitne sanam hai.n un ko KHudaa kah liyaa karo
Qateel Shifai
Ghazal
naaKHudaa par mutma.in the bandagaan-e-naaKHudaa
ab KHudaa yaad aa rahaa hai mauj-e-tuufaa.n dekh kar
Hafeez Jalandhari
Ghazal
ai shaiKH kyaa Daraataa hai maidaan-e-hashr se
ham bandagaan-e-KHalq bhii bande KHudaa ke hai.n
Anwar Khalil
Ghazal
Inayatullah Raushan Badauni
Ghazal
ye bandagaan-e-KHaas kaa hii sirf vasf thaa
ho 'ilm jin ko hazm vo siine nahii.n rahe
Shamsa Najm
Ghazal
sar de ke surKH-ruu the kabhii bandagaan-e-ishq
rasm-e-kuhan thii KHatm hu.ii kohkan ke saath