SEARCH RESULTS
Showing search results for "bando"
Ghazal MATCHES FOR "bando"
Ghazal
marnaa bhii zaruurii hai KHudaa bhii hai ko.ii chiiz
ai hirs ke bando havas-e-jaah kahaa.n tak
Akbar Allahabadi
Ghazal
ye sirf harfo.n kii taab-kaarii kaa zahr kab hai
KHudaa ke bando ye ham Gariibo.n kii shaa.irii hai
Jahanzeb Sahir
Ghazal
banda-navaaz sab hai.n rukuu o sujuud me.n
taa.at se Gaafil aap kii ko.ii bashar nahii.n
Agha Hajju Sharaf
Ghazal
Hamida Shaheen
Ghazal
band mahram ke khule kuchh be-hijaabii ho chukii
vo bhii ab uTh jaa.e jo baaqii hai pardaa ek aur
Aagha Akbarabadi
Ghazal
nazar kii fat.h kabhii qalb kii shikast lage
mirii hayaat paraa.e kaa band-o-bast lage
Bekal Utsahi
Ghazal
lagaa.e KHaar lagii.n TaTTiyaa.n bhii meh.ndii kii
ruke na bu-e-chaman laakh band-o-bast hu.e
Imdad Ali Bahr
Ghazal
Mirza Mohammad Hadi Aziz Lakhnavi
Ghazal
fuGaan-e-Haqq-o-sadaaqat kaa marhala hai ajiib
dabe to band-o-salaasil uThe to daar-o-saliib
Sufi Ghulam Mustafa Tabassum
Ghazal
kaise sambhaal rakkhaa hai ik zaat ne use
shashdar huu.n kaa.enaat ke kul band-o-bast par
Parvez Sahir
Ghazal
anii kuchh aur chubhaa ai sitam-shi.aar ki mai.n
ta.Dap ke dard me.n be-band-o-baar raqs karuu.n
Nadeem Sirsivi
Ghazal
kar band-o-bast abhii se na gulshan me.n baaGbaa.n
vo din to ho ki murG-e-qafas aa.e.n chhuuT kar
Jalal Lakhnavi
Ghazal
kis shaah kaa guzar hai ki mafluuj jism-o-jaa.n
jii jaan se juTe hu.e hai.n band-o-bast me.n
Akram Naqqash
Ghazal
kahne ko ko.ii band-o-salaasil nahii.n magar
sab hai.n fasiil-e-jaa.n me.n giraftaar kii tarah
Ahmad Adil
Ghazal
intizaam aap kii sarkaar me.n yuu.n laazim hai
band-o-bast aap kaa ghar me.n rahe baahar apnaa