SEARCH RESULTS
Showing search results for "baniye"
Ghazal MATCHES FOR "baniye"
Ghazal
jo mudda.ii bane us ke na mudda.ii baniye
jo naa-sazaa kahe us ko na naa-sazaa kahiye
Mirza Ghalib
Ghazal
shauq hii hai to bahar-haal tamaashaa baniye
ye zaruurii nahii.n vo dekhne vaalo.n me.n rahe
Shahid Kabir
Ghazal
shab ga.e biimaar logo.n ko jagaanaa zulm hai
aap hii mazluum baniye raat baahar kaaTiye
Nisar Nasik
Ghazal
gile karte phiriye ki diivaana baniye
pa.Dii hai vo aiso.n kii parvaa kare hai
Mahshar Inayati
Ghazal
raaj-naitik baniye gar DanDii yuu.n hii maaraa kiye
har adaalat me.n taraazuu kaa chalan mar jaa.egaa
Sardar Panchhi
Ghazal
bojh kyo.n dil pe liye sotaa hai sone vaale
khul ga.ii aa.nkh to baniye se taraazuu ne kahaa
Shakeel Azmi
Ghazal
ishq to kar le.n magar is me.n hai nuqsaan bahut
ham vo baniye hai.n jo bharpaa.ii se ghabraate hai.n
Ubaid Najibabadi
Ghazal
aap bhii 'ahmad' faqat naaseh na baniye kiije kuchh
har adaa husn-e-adaa ho har suKHan husn-e-suluuk
Mohammad Ahmad
Ghazal
Insha Allah Khan Insha
Ghazal
ho Galla-e-KHilqat se na saudaa-e-mohabbat
hai ishq kii dukkaan so baniye kii nahii.n haaT
Waliullah Muhib
Ghazal
mere giito.n kaa madhur saaz na baniye lekin
soz ban kar mire naGmaat me.n Dhalte rahiye
Ehtisham Bachhrayuni
Ghazal
kahii.n ifaada kahii.n mol-tol kii baate.n
ye fikr-e-nau to kisii baniye kii dukaa.n Thahrii
Jafar Raza
Ghazal
mujh ko tahziib ke barzaKH kaa banaayaa vaaris
jurm ye bhii mire ajdaad ke sar jaa.egaa
Parveen Shakir
Ghazal
log TuuT jaate hai.n ek ghar banaane me.n
tum taras nahii.n khaate bastiyaa.n jalaane me.n
Bashir Badr
Ghazal
maslahat ne ajnabii ham ko banaayaa thaa 'adiim'
varna kab ik duusre ko ham ne pahchaanaa na thaa
Adeem Hashmi
Ghazal
be-dar-o-diivaar saa ik ghar banaayaa chaahiye
ko.ii ham-saaya na ho aur paasbaa.n ko.ii na ho
Mirza Ghalib
Ghazal
is chhoTe zamaane ke ba.De kaise banoge
logo.n ko jab aapas me.n la.Daanaa nahii.n aataa