SEARCH RESULTS
Showing search results for "banvaa"
Ghazal MATCHES FOR "banvaa"
Ghazal
qasr-e-tan ko yuu.n hii banvaa ye baguule 'naasiKH'
KHuub hii naqsha-e-taamiir liye phirte hai.n
Imam Bakhsh Nasikh
Ghazal
jii chaahtaa hai shauq-e-shahaadat me.n qabl-e-marg
banvaa ke qabr-e-laala ko us par lagaa.uu.n mai.n
Haidar Ali Aatish
Ghazal
ham ne apnii KHaatir ik suulii banvaa kar
KHud ko us par laTkaayaa hai sab maayaa hai
Yahya Khan Yusuf Zai
Ghazal
kis qadar KHush-fahm the jo log agle vaqt me.n
masjide.n banvaa diyaa karte the but-KHaano.n ke saath
Bismil Saeedi
Ghazal
Dharmendra Tijoriwale Azad
Ghazal
Shah Naseer
Ghazal
daulat shohrat laalach KHvaahish shauq 'aqiida
apnii marzii kaa pi.njra banvaa sakte ho
Shahzad Nayyar
Ghazal
Satyapal Janbaz
Ghazal
Hameed Dilkash Khandwi
Ghazal
baatin bhii jo dikhlaa de zaahir kii tarah ai barq
aa.iina ko.ii aisaa mumkin ho to banvaa lo
Talha Rizvi Barq
Ghazal
aise aise bhii siyaasat-daa.n hai.n mere 'ahd me.n
maal to KHud khaa ga.e kaaGaz pe banvaa lii sa.Dak
Ahteramulhaque Siddiqui Sharar
Ghazal
jab se tuu ne mujhe diivaana banaa rakkhaa hai
sa.ng har shaKHs ne haatho.n me.n uThaa rakkhaa hai