SEARCH RESULTS
Showing search results for "baraat"
Ghazal MATCHES FOR "baraat"
Ghazal
Qateel Shifai
Ghazal
din Duube hai yaa Duubii baaraat liye kashtii
saahil pe magar ko.ii kohraam nahii.n hotaa
Meena Kumari Naz
Ghazal
baap larzaa.n hai ki pahu.nchii nahii.n baaraat ab tak
aur ham-joliyaa.n dulhan ko sa.nvaare jaa.e.n
Ahmad Faraz
Ghazal
mai.n teraa dost huu.n tuu mujh se is tarah to na mil
barat ye rasm kisii suurat-aashnaa ke liye
Shaz Tamkanat
Ghazal
Ahmad Nadeem Qasmi
Ghazal
barat rahaa huu.n mai.n lafzo.n ko iKHtisaar ke saath
ziyaada likhnaa hai aur Diary bahut kam hai
Shakeel Azmi
Ghazal
Javed Akhtar
Ghazal
Parveen Shakir
Ghazal
is tarah mil ki mulaaqaat adhuurii na rahe
zindagii dekh ko.ii baat adhuurii na rahe
Kunwar Bechain
Ghazal
hai sang par baraat-e-ma.aash-e-junuun-e-ishq
yaa'nii hunuuz minnat-e-tiflaa.n uThaa.iye
Mirza Ghalib
Ghazal
bhaTak rahii hai a.ndhere me.n zindagii kii baraat
ko.ii charaaG sar-e-rahguzar jalaataa jaa
Ali Sardar Jafri
Ghazal
lahuu me.n aa.egaa tuufaan-e-tund raat-ba-raat
karegii mauj-e-balaa-KHez paara-paara mujhe
Zafar Iqbal
Ghazal
jaate qadmo.n kii ko.ii chaap hii shaayad sun luu.n
Duubte lamho.n kii baaraat ubhar jaa mujh me.n
Musavvir Sabzwari
Ghazal
bhuulii-bisrii yaado.n kii baaraat nahii.n aa.ii
ik muddat se hijr kii lambii raat nahii.n aa.ii
Shahryar
Ghazal
gungunaatii sii ko.ii raat bhii aa jaatii hai
aap aate hai.n to barsaat bhii aa jaatii hai
Qateel Shifai
Ghazal
haatho.n me.n thaa ik haath abhii kal kii baat hai
jannat thii kaa.enaat abhii kal kii baat hai