SEARCH RESULTS
Showing search results for "baraat"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "baraat"
Ghazal
Qateel Shifai
Ghazal
din Duube hai yaa Duubii baaraat liye kashtii
saahil pe magar ko.ii kohraam nahii.n hotaa
Meena Kumari Naz
Ghazal
baap larzaa.n hai ki pahu.nchii nahii.n baaraat ab tak
aur ham-joliyaa.n dulhan ko sa.nvaare jaa.e.n
Ahmad Faraz
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "baraat"
Nazm
muflisi
maa.n piichhe ek mailii chadar o.Dhe jaatii hai
beTaa banaa hai duulhaa to baavaa baraatii hai
Nazeer Akbarabadi
Ghazal
mai.n teraa dost huu.n tuu mujh se is tarah to na mil
barat ye rasm kisii suurat-aashnaa ke liye
Shaz Tamkanat
Ghazal
Ahmad Nadeem Qasmi
Ghazal
barat rahaa huu.n mai.n lafzo.n ko iKHtisaar ke saath
ziyaada likhnaa hai aur Diary bahut kam hai
Shakeel Azmi
Sher
har shab shab-e-baraat hai har roz roz-e-iid
sotaa huu.n haath gardan-e-miinaa me.n Daal ke







