SEARCH RESULTS
Showing search results for "barasne"
Ghazal MATCHES FOR "barasne"
Ghazal
abr-e-gurez-paa ko barasne se kyaa Garaz
siipii me.n ban na paa.e guhar tum ko is se kyaa
Parveen Shakir
Ghazal
Fana bulandshahri
Ghazal
Ajmal Siraj
Ghazal
Kaleem Usmani
Ghazal
nikal ga.e hai.n jo baadal barasne vaale the
ye shahr aab ko tarsegaa chashm-e-tar ke baGair
Saleem Ahmed
Ghazal
Gayuur dil se na maa.ngii ga.ii muraad 'adaa'
barasne aap hii kaalii ghaTaa nahii.n aa.ii
Ada Jafarey
Ghazal
shaam hote hii barasne lage kaale baadal
sub.h-dam log dariicho.n me.n khule sar nikle
Ahmad Mushtaq
Ghazal
shabnam kii taraavish se bhii dukhtaa thaa dil-e-zaar
ghanghor ghaTaa.o.n ko barasne kii pa.Dii thii
Anwar Masood
Ghazal
phir jis ke tasavvur me.n barasne lagii.n aa.nkhe.n
vo barhami-e-sohbat-e-shab yaad rahegii
Nasir Kazmi
Ghazal
dahaktaa sho.ala saa mai.n ek dasht huu.n 'paashii'
agar ghaTaa hai tuu saavan kii to barasne aa
Kumar Pashi
Ghazal
ko.ii bharosa nahii.n abr ke barasne kaa
ba.Dhegii pyaas kii shiddat na aasmaa.n dekho
Ibrahim Ashk
Ghazal
Fana bulandshahri
Ghazal
mai.n vahii dasht hamesha kaa tarasne vaalaa
tuu magar kaun saa baadal hai barasne vaalaa
Saqi Faruqi
Ghazal
phir vo aamaada hu.e mujh pe barasne ke liye
phir mire sar pe musiibat kii ghaTaa.e.n aa.ii.n
Josh Malsiani
Ghazal
barasne ko to barastaa hai abr-e-naisaa.n bhii
magar baras na sakaa merii chashm-e-tar kii tarah
Aasi Aarwi
Ghazal
barasne lagtii hai.n aa.nkhe.n hamaarii
tirii gaatii hai.n jab malhaar aa.nkhe.n