SEARCH RESULTS
Showing search results for "barasne"
Nazm MATCHES FOR "barasne"
Nazm
jugnu
kabhii kabhii tirii paa.el kii aatii hai jhankaar
to merii aa.ankho.n se motii barasne lagte hai.n
Firaq Gorakhpuri
Nazm
KHuda jaanta hai
kahaa.n se hai aayaa KHizaa.n kaa ye mausam
ghaTaa ko ye KHuubii barasne kii kyo.n dii
Aadil Aseer Dehlvi
Nazm
doshiza malan
murjhaa.ii pattiyo.n me.n machalne lagaa shabaab
larzish hu.ii gulo.n ko barasne lagii sharaab
Kaifi Azmi
Nazm
holi
lagii barasne ko mashk-o-pakhaal holii me.n
idhar gulaal kaa baadal bhii chhaa gayaa ghanghor
Nazeer Akbarabadi
Nazm
mor nach
TuuT kar Tuk.Daa Tuk.Daa bikharne lagii
phir fazaa.o.n se jangal barasne lagaa
Nida Fazli
Nazm
taswiren
daf.atan hazaaro.n bahaare.n jaag pa.Dii.n
gulaabii pa.nkhu.Diyaa.n barasne lagii.n
Sajjad Zaheer
Nazm
waqt ki dhul
yaad-e-maazii kii shabnam barasne lagii
aur mai.n der tak bhiigtaa rah gayaa
Qaisarul Jafri
Nazm
be-KHayali mein taKHliq
qalam se mire motiyo.n kii tarah
ab barasne lage hai.n
Sabeela Inam Siddiqui
Nazm
main apne lahje mein bolta hun
kholtaa huu.n
barasne vaalii suKHan kii baarish se
Firoz Natiq Khusro
Nazm
octopus
kahaa.n pasand aatii hai us ko
us kii qumchii har vaqt barasne ko tayyaar hai
Nadiya ambar lodhi
Nazm
ai mere mehrban
titliyaa.n phuul se duur kaise hu.ii.n
abr se aag kaise barasne lagii
Najma Shaheen Khosa
Nazm
barish
me.nh barasne kii jo aatii hai sadaa
is se ho jaataa hai paidaa giit saa
Tilok Chand Mahroom
Nazm
bachchon ki baaten
abr hii abr dekhte hai.n ham
hai barasne ko jo abhii chham-chham