SEARCH RESULTS
Showing search results for "barsar"
Ghazal MATCHES FOR "barsar"
Ghazal
Ahmad Faraz
Ghazal
ho.nTo.n pe kabhii un ke miraa naam hii aa.e
aa.e to sahii bar-sar-e-ilzaam hii aa.e
Ada Jafarey
Ghazal
bar-sar-e-dosh rahe yaa sar-e-neza yaa-rab
haq-parastii kaa na saudaa kabhii sar se nikle
Ummeed Fazli
Ghazal
mujh me.n aabaad hai.n ik saath adam aur vajuud
hast se bar-sar-e-paikaar fanaa hai mujh me.n
Irfan Sattar
Ghazal
kar ke da.avaa kahii.n anal-haq kaa
bar-sar-e-daar vo khi.nchaa dekhaa
Shah Niyaz Ahmad Barelvi
Ghazal
bahaar-e-umr me.n baaG-e-jahaa.n kii sair karo
khilaa hu.aa hai ye gulzaar dekhte jaa.o
Dagh Dehlvi
Ghazal
zamaana barsar-e-paikaar hai pur-haul sho.alo.n se
tire lab par abhii tak naGma-e-KHayyaam hai saaqii
Sahir Ludhianvi
Ghazal
us ko thaa saKHt iKHtilaaf ziist ke matn se so vo
bar-sar-e-haashiya rahaa aur kamaal kar gayaa
Pirzada Qasim
Ghazal
zindagaanii ik fareb-e-daa.imii hai sar-ba-sar
mujh pe ye zaahir hu.aa shaam-o-sahar ko dekh kar
Sudarshan Faakir
Ghazal
'naasir' ye tamannaa thii mohabbat se mile.nge
vo jab bhii mile bar-sar-e-paikaar mile hai.n
Hakeem Nasir
Ghazal
Ibn۔e۔Insha
Ghazal
Habib Jalib
Ghazal
yuu.n bar-sar-e-paikaar huu.n mai.n KHud se musalsal
ab us se ulajhne kii bhii fursat nahii.n hotii
Akram Mahmud
Ghazal
KHaak-e-fursat bar-sar-e-zauq-e-fanaa ai intizaar
hai Gubaar-e-shiisha-e-saa.at ram-e-aahuu mujhe
Mirza Ghalib
Ghazal
but-parastii hai bahaar-e-naqsh-bandii-haa-e-dahr
har sariir-e-KHaama me.n yak naalaa-e-naaquus thaa
Mirza Ghalib
Ghazal
jo vo nazar basar-e-lutf aam ho jaa.e
ajab nahii.n ki hamaaraa bhii kaam ho jaa.e