SEARCH RESULTS
Showing search results for "barsar"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "barsar"
Nazm
aaj bazar mein pa-ba-jaulan chalo
KHaak-bar-sar chalo KHuu.n-ba-daamaa.n chalo
raah taktaa hai sab shahr-e-jaanaa.n chalo
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
Ahmad Faraz
Ghazal
ho.nTo.n pe kabhii un ke miraa naam hii aa.e
aa.e to sahii bar-sar-e-ilzaam hii aa.e
Ada Jafarey
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "barsar"
Ghazal
bar-sar-e-dosh rahe yaa sar-e-neza yaa-rab
haq-parastii kaa na saudaa kabhii sar se nikle
Ummeed Fazli
Ghazal
mujh me.n aabaad hai.n ik saath adam aur vajuud
hast se bar-sar-e-paikaar fanaa hai mujh me.n
Irfan Sattar
Ghazal
kar ke da.avaa kahii.n anal-haq kaa
bar-sar-e-daar vo khi.nchaa dekhaa
Shah Niyaz Ahmad Barelvi
Ghazal
bahaar-e-umr me.n baaG-e-jahaa.n kii sair karo
khilaa hu.aa hai ye gulzaar dekhte jaa.o
Dagh Dehlvi
Ghazal
zamaana barsar-e-paikaar hai pur-haul sho.alo.n se
tire lab par abhii tak naGma-e-KHayyaam hai saaqii













