SEARCH RESULTS
Showing search results for "barsii"
Ghazal MATCHES FOR "barsii"
Ghazal
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
vo havaa thii shaam hii se raste KHaalii ho ga.e
vo ghaTaa barsii ki saaraa shahr jal-thal ho gayaa
Muneer Niyazi
Ghazal
Javed Akhtar
Ghazal
Ahmad Mushtaq
Ghazal
Aziz Nabeel
Ghazal
sunte rahte the mohabbat ke fasaane kyaa kyaa
buu.nd bhar dil pe na barsii ye ghaTaa kaisii thii
Qaisarul Jafri
Ghazal
merii aa.nkho.n kaa ko.ii abr se rishta hai zaruur
TuuT ke barsii ghaTaa jab hu.ii.n bojhal aa.nkhe.n
Shakeel Shamsi
Ghazal
aa.nkh barsii hai tire naam pe saavan kii tarah
jism sulgaa hai tirii yaad me.n ii.ndhan kii tarah
Murtaza Barlas
Ghazal
barsii thii ek Gam kii ghaTaa is dayaar me.n
chehro.n kaa dhul rahaa thaa kalaf dekhte rahe
Shahid Meer
Ghazal
Talib Baghpati
Ghazal
Qaisarul Jafri
Ghazal
Gyanendra Vikram
Ghazal
mash.huur hai samaajat merii ki teG barsii
par mai.n na sar uThaayaa hargiz tire qadam se
Meer Taqi Meer
Ghazal
sab chashma-haa-e-chashm bahe phuuT phuuT ke
jis tarah ab ke barsii hai barsaat kyaa kahe.n
Shaukat Wasti
Ghazal
kaun thaa qaa.il-e-qahr honaa thaa jis ko abhii
TuuT kar jis pe barsii bhayaanak ghaTaa kaun thaa
Rajinder Manchanda Bani
Ghazal
zamiin-e-dil pe mohabbat kii aab-yaarii ko
bahut hii TuuT ke barsii ghaTaa udaasii kii