SEARCH RESULTS
Showing search results for "basantii"
Ghazal MATCHES FOR "basantii"
Ghazal
Azra Naqvi
Ghazal
Sandeep Thakur
Ghazal
kuchh aur hai.n us husn-e-basantii kii adaa.e.n
hai.n naaz nigaaraan-e-ajam aur tarah ke
Shaanul Haq Haqqi
Ghazal
safed pairahan ab to utaar de allaah
basantii kap.De ho.n ai gul-ezaar holii me.n
Kalb-e-husain Nadir
Ghazal
kartaa hai baaG-e-dahr me.n naira.ngiyaa.n basant
aayaa hai laakh rang se ai baaGbaa.n basant
Muneer Shikohabadi
Ghazal
basantii dhuup aa.ngan me.n simaT kar so rahii hai
havaa ke dosh par pe.Do.n ke sar rakkhe ga.e hai.n
Sarmad Sahbai
Ghazal
nikle ho kis bahaar se tum zard-posh ho
jis kii naved pahu.nchii hai ra.ng-e-basant ko
Nazeer Akbarabadi
Ghazal
hai.n jalva-e-tan se dar-o-diivaar basantii
poshaak jo pahne hai miraa yaar basantii
Amanat Lakhnavi
Ghazal
Parwez Rahmani
Ghazal
chaman me.n aazim-e-holii hai vo basantii-posh
hu.aa hai Guncha-e-laalaa gulaal kaa shiisha
Siraj Aurangabadi
Ghazal
basantii rut hai sab phuulo.n ko tuu mahfuuz rakhnaa
mere allah khilii sarso.n ko tuu mahfuuz rakhnaa
Rafia Shabnam Abidi
Ghazal
Yusuf Jamal
Ghazal
ra.ng-e-zard-e-aashiqaa.n kar sirf jaa-e-zaafaraa.n
is basantii-posh kii tasviir khii.nchaa chaahiye
Ishq Aurangabadi
Ghazal
chhalak rahaa hai basantii KHumaar aa.nkho.n se
kabhii jo dekh liyaa mai.n ne un ko chilman me.n
Anwar panipati
Ghazal
Meer Mohammadi Bedar
Ghazal
chehro.n pa aashiqo.n ke zardii sii phir ga.ii tab
jab baa.ndh vo basantii dastaar ghar se niklaa
Nawab Sulaiman Shikoh
Ghazal
basantii posh karuu.n haa.e re mai.n aa.nkho.n se
tuu zer-e-chashm agar KHuu.n-fishaan se guzre