SEARCH RESULTS
Showing search results for "basta"
Ghazal MATCHES FOR "basta"
Ghazal
hairaan hai.n lab-basta hai.n dil-giir hai.n Gunche
KHushbuu kii zabaanii tiraa paiGaam hii aa.e
Ada Jafarey
Ghazal
paa-ba-gil sab hai.n rihaa.ii kii kare tadbiir kaun
dast-basta shahr me.n khole mirii zanjiir kaun
Parveen Shakir
Ghazal
Ahmad Salman
Ghazal
Ahmad Faraz
Ghazal
na jaane kaun saa aaseb dil me.n bastaa hai
ki jo bhii Thahraa vo aaKHir makaan chho.D gayaa
Parveen Shakir
Ghazal
log lab-basta agar ho.n to nikal aatii hai.n
chup ke pairaaya-e-iz.haar se baate.n kyaa kyaa
Ahmad Faraz
Ghazal
Fahmida Riaz
Ghazal
mudda.ii basta-zabaa.n kyuu.n na ho sun kar mire sher
kyaa chale sehr kii jab saahib-e-ejaaz aayaa
Shad Azimabadi
Ghazal
muqaable pe kamar-basta ham nahii.n hote
agar shikast kaa KHatra zaraa bhii hotaa hai
Anwar Shuoor
Ghazal
surKHii me.n nahii.n dast-e-hinaa-basta bhii kuchh kam
par shoKHii-e-KHuun-e-shohdaa mere liye hai
Maulana Mohammad Ali Jauhar
Ghazal
Azm Bahzad
Ghazal
Sahir Ludhianvi
Ghazal
ka.aba o dair me.n ab Dhuu.nD rahii hai duniyaa
jo dil o jaan me.n bastaa thaa KHudaa aur hii thaa
Ameeta Parsuram Meeta
Ghazal
Hafeez Hoshiarpuri
Ghazal
kaafii hai un ke paa-e-hinaa-basta kaa KHayaal
haath aa.ii KHuub soz-e-jigar kii davaa mujhe
Hasrat Mohani
Ghazal
har Guncha-e-gul suurat-e-yak-qatra-e-KHuu.n hai
dekhaa hai kisuu kaa jo hinaa-basta sar-e-a.ngusht
Mirza Ghalib
Ghazal
fitne barpaa hu.e har Guncha-e-sar-basta se
khul gayaa raaz-e-chaman chaak-e-qabaa se pahle