SEARCH RESULTS
Showing search results for "basta"
Nazm MATCHES FOR "basta"
Nazm
hasan kuza-gar (1)
sa.ng-basta pa.Dii thii
suraahii-o-miinaa-o-jaam-o-subuu aur faanuus o gul-daa.n
Noon Meem Rashid
Nazm
taswir-e-dard
rahaa dil-basta-e-mahfil magar apnii nigaaho.n ko
kiyaa bairuun-e-mahfil se na hairat-aashnaa tuu ne
Allama Iqbal
Nazm
shikast
ek yaKH-basta udaasii hai dil o jaa.n pe muhiit
ab mirii ruuh me.n baaqii hai na umiid na josh
Sahir Ludhianvi
Nazm
urdu ka janaza hai zara dhum se nikle
urdu ke janaaze kii ye saj-dhaj ho niraalii
saf-basta ho.n marhuuma ke sab vaaris-o-vaalii
Rais Amrohvi
Nazm
sochne do
is ke saf-basta dariicho.n me.n se kis me.n avval
zah hu.ii surKH shu.aa.o.n kii kamaa.n
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
mere bhi hain kuchh KHwab
har KHvaab kii saugand!
har-chand ki vo KHvaab hai.n sar-basta o ruu-band
Noon Meem Rashid
Nazm
ek lamha
raqs karne lagtii hai.n muurate.n ajantaa kii
muddato.n ke lab-basta Gaar gaane lagte hai.n
Kaifi Azmi
Nazm
chadar aur chaar-diwari
agar mai.n jaa.n kii amaan paa.uu.n
to dast-basta karuu.n guzaarish
Fahmida Riaz
Nazm
ek tarana mujahidin-e-filistin ke liye
saf-basta hai.n arvaah-u-shshuhadaa
Dar kaahe kaa
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
mere kamre mein utar aai KHamoshi phir se
kitnaa be-nutq hai yaado.n kaa hujuum
jaise ho.nTo.n kii fazaa yaKH-basta
Mohsin Naqvi
Nazm
nind nahin aati hai
mai.n to yahii.n par hii bastaa huu.n
saa.ns yahii.n par hii letaa huu.n
Ashfaq Husain
Nazm
izhaar aur rasai
aab o rang o KHat o mehraab kaa paivand kabhii
aur bantaa hai ma.aanii kaa KHudaavand kabhii