SEARCH RESULTS
Showing search results for "bauchhaare.n"
Ghazal MATCHES FOR "bauchhaare.n"
Ghazal
aks nahii.n thaa ra.ngo.n kii bauchhaare.n thii.n
ruup se us ke sahmaa hu.aa har darpan thaa
Shariq Kaifi
Ghazal
Zafar Gorakhpuri
Ghazal
nadii kinaare shahr panaahe.n baalo.n kii
saavan kii bauchhaare.n hai.n tuGyaanii hai
Ambar Bahraichi
Ghazal
Hina Rizvi
Ghazal
Aquib Zamir
Ghazal
Ijtiba Rizvi
Ghazal
hamii.n pe pa.Dtii hai.n un aa.ino.n kii bauchhaare.n
to ham bhii un ke liye baa.nkpan banaate hai.n
Salim Saleem
Ghazal
Gulzar
Ghazal
me.nh to bauchhaar kaa dekhaa hai baraste tum ne
isii andaaz se thii ashk-fishaanii us kii
Meer Taqi Meer
Ghazal
Rais Farogh
Ghazal
Ahmad Nadeem Qasmi
Ghazal
vo kaalii ghaTaa aur vo bijlii kaa chamaknaa
vo me.nh kii bauchhaa.De.n vo barsaat kaa aalam
Mushafi Ghulam Hamdani
Ghazal
Qaisarul Jafri
Ghazal
ek din raat ke asraar khule.nge ham par
shak kii bauchhaar se chhalnii hu.aa siina apnaa
Saqi Faruqi
Ghazal
apne ashko.n se apnaa dil shaq ho jaataa hai
baarish kii bauchhaar se kyaa kyaa patthar khulte hai.n
Saqi Faruqi
Ghazal
apnii aa.nkho.n me.n savaalaat kii bauchhaar liye
kitne chehre mire maazii se nikal kar aa.e