SEARCH RESULTS
Showing search results for "bazm-e-dair-o-kaaba"
Ghazal MATCHES FOR "bazm-e-dair-o-kaaba"
Ghazal
Anand Narayan Mulla
Ghazal
dair-o-ka.aba kii azmat musallam magar
mai-kada bhii KHudaa hii ke ghar saa lage
Om Prakash Laghar
Ghazal
jab ham huduud-e-dair-o-haram se guzar ga.e
har samt un kaa jalva 'ayaa.n thaa jidhar ga.e
Mauj Fatehgarhi
Ghazal
havaa-e-dair-o-haram se bachaanaa pa.Dtaa hai
KHudaa ko siine ke andar chhupaanaa pa.Dtaa hai
Ameer Imam
Ghazal
qayaam-e-dair-o-tavaaf-e-haram nahii.n karte
zamaana-saaz to karte hai.n ham nahii.n karte
Ahmad Rahi
Ghazal
Siraj Lakhnavi
Ghazal
Haqqi Hazeen
Ghazal
chalo sab fareb hogaa ye KHayaal-e-dair-o-ka.aba
ko.ii vo jagah bataa de jahaa.n jaa.e.n ham nikal ke
Shaira Waheed
Ghazal
havaa-e-dair-o-ka.aba-o-haram se daur-daura
havaa-e-dair-o-ka.aba-o-haram se kheltaa hu.aa
Pundit Amar Nath Hoshiyarpuri
Ghazal
tirii justujuu ke sadqe ye khulaa hai raaz mujh par
ki myaan-e-dair-o-ka.aba ko.ii faasla nahii.n hai
Hairat Farrukhabadi
Ghazal
justajuu-e-dair-o-ka.aba se hu.aa zaahir yahii
mai.n haqiiqat me.n KHud apnii zaat se begaana thaa
Brahma Nand Jalees
Ghazal
muriid-e-dair-o-haram kam-se-kam ye kaam kare.n
hadiis-e-dard-e-mohabbat kaa zauq aam kare.n
Ameen Salaunvi
Ghazal
zulmaat-e-dair-o-ka.aba me.n kuchh raushnii sii hai
shaayad ko.ii gunaah kiye jaa rahaa huu.n mai.n