SEARCH RESULTS
Showing search results for "be-KHabar"
Ghazal MATCHES FOR "be-KHabar"
Ghazal
kho kar tirii galii me.n dil-e-be-KHabar ko mai.n
fikr-e-KHudii se chhuuT gayaa umr bhar ko mai.n
Seemab Akbarabadi
Ghazal
Aabid Adeeb
Ghazal
havaas kho.ii hu.ii KHud se be-KHabar Thahrii
nazar jidhar bhii ga.ii der tak udhar Thahrii
Siraj Sholapuri
Ghazal
be-KHabar saa thaa magar sab kii KHabar rakhtaa thaa
chaahe jaane ke sabhii aib-o-hunar rakhtaa thaa
Mohsin Bhopali
Ghazal
be-KHabar huu.n hosh kaa aalam nahii.n
ye bhii kuchh us kii inaayat kam nahii.n
Bano Tahira Sayeed
Ghazal
be-KHabar ho ke bhii KHabar rakhnaa
apnii Gaflat pe KHud nazar rakhnaa