SEARCH RESULTS
Showing search results for "be-asaas"
Ghazal MATCHES FOR "be-asaas"
Ghazal
vo ik nazar se mujhe be-asaas kar degaa
mire yaqiin ko meraa qayaas kar degaa
Aziz Bano Darab Wafa
Ghazal
jis kii binaa thii ret pe jis me.n lagii thii laakh
us qasr-e-be-asaas kaa me.amaar mai.n hii thaa
Waliul Haq
Ghazal
Gazal hii rah ga.ii taahir-'faraaz' apne liye
jahaa.n me.n ko.ii aisaa bhii be-asaas na ho
Tahir Faraz
Ghazal
use bhii kho diyaa mai.n ne to phir samajh aayaa
tamaam 'umr mujhe be-asaas rahnaa hai
Kamal Kataria Karan
Ghazal
har ko.ii hai shaidaa.ii maal-o-zar kii devii kaa
be-asaas logo.n kii baat kyo.n nahii.n karte
Shahnawaz Ahmad
Ghazal
patthar samajh ke jis ne kiyaa dil ko be-asaas
us ko bhii aa.nsu.o.n kii namii tak rasaa.ii de
Usha Bhadoriya
Ghazal
tilism KHatm chalo aah-e-be-asar kaa hu.aa
vo dekho jism barahna har ik shajar kaa hu.aa
Shahryar
Ghazal
har aah be-asar hii nahii.n baa-asar bhii hai
muddat se jo idhar thaa vo aalam udhar bhii hai
Tahavvur Ali Zaidi
Ghazal
desh-bhaktii be-asar aadhe idhar aadhe udhar
hai.n dharam ke naam par aadhe idhar aadhe udhar