SEARCH RESULTS
Showing search results for "be-dast-o-paa"
Ghazal MATCHES FOR "be-dast-o-paa"
Ghazal
Asrar Zaidi
Ghazal
Preyas Hathi 'Raqim
Ghazal
Nafees Ahmad Sahar
Ghazal
abhii to KHvaahish-e-be-dast-o-paa salaamat hai
abhii kuchh aur ye KHaana-KHaraab honaa hai
Ghayas Mateen
Ghazal
shauq me.n meh.ndii ke vo be-dast-o-paa honaa tiraa
aur miraa vo chhe.Dnaa vo gudgudaanaa yaad hai
Hasrat Mohani
Ghazal
kartii rahii zabaa.n mirii be-dast-o-paa mujhe
baato.n me.n 'umr biit ga.ii kaam rah ga.e
Basir Sultan Kazmi
Ghazal
log apnii kaj-kulaahii par bahut sarshaar the
maslahat ke saamne be-dast-o-paa kaise hu.e
Suhail Ahmad Farooqi
Ghazal
jo KHushbuu.o.n se Galat faa.eda uThaataa hai
use zamii.n se vo be-dast-o-paa uThaataa hai
Haris Bilal
Ghazal
jab mire hamdard ne be-dast-o-paa dekhaa mujhe
le gayaa mere samundar se sadaf gauhar samet
Mahir Abdul Hayee
Ghazal
aalam kii sair 'miir' kii sohbat me.n ho ga.ii
taale.a se mere haath ye be-dast-o-paa lagaa
Meer Taqi Meer
Ghazal
hotaa zafar qaraar jo nashtar nahii.n hu.aa
'jaaved' dasht-e-sher me.n be-dast-o-paa huu.n mai.n