SEARCH RESULTS
Showing search results for "be-dast-o-paa"
Nazm MATCHES FOR "be-dast-o-paa"
Nazm
walida marhuma ki yaad mein
tujh ko misl-e-tiflak-e-be-dast-o-paa rotaa hai vo
sabr se naa-aashnaa sub.h o masaa rotaa hai vo
Allama Iqbal
Nazm
qissa gul-baadshah ka
sirf bachcho.n ko be-dast-o-paa chho.Dte hai.n
un ko bhuukaa nahii.n chho.Dte
Zehra Nigaah
Nazm
hum KHwab-zada
ham behis aur be-dast-o-paa ho jaate hai.n
KHvaabo.n kii vaadii me.n pahu.nch kar
Ambar Bahraichi
Nazm
nau-jawan se
sukuun-e-KHaab hai be-dast-o-paa za.iifii kaa
tuu iztiraab hai KHud iztiraab paidaa kar
Asrarul Haq Majaz
Nazm
pahli kiran
bahut hai ki ham apne aabaa kii aasuuda-koshii kii paadaash me.n
aaj be-dast-o-paa hai.n
Noon Meem Rashid
Nazm
mustaqbil
safha-e-hastii se miT jaa.egaa naam-e-zulm-o-jabr
ahl-e-istibdaad sab be-dast-o-paa jaa.e.nge
Ahmaq Phaphoondvi
Nazm
samundar aur main
muzmahil ho ga.e aazaa mere
dast o paa me.n na rahii taab o tavaa.n
Muneebur Rahman
Nazm
andha kabaadi
jis se chhaT jaa.e puraanaa mail
un ke dast-o-paa phir se ubhar aa.e.n