SEARCH RESULTS
Showing search results for "be-lafz"
Ghazal MATCHES FOR "be-lafz"
Ghazal
JaiKrishn Chaudhry Habeeb
Ghazal
hame.n samaa.at-e-be-lafz kii ijaazat hai
hamaare saath parinde kalaam karte hai.n
Abbas Tabish
Ghazal
meraa sukuut matlab-e-be-lafz ho to ho
mai.n aa.uu.n aur arz-e-tamannaa liye hu.e
Abdul Mannan Bedil Azimabadi
Ghazal
ik ma.ani-e-be-lafz hai andesha-e-fardaa
jaise KHat-e-qismat ki pa.Dhaa bhii nahii.n jaataa
Yagana Changezi
Ghazal
mai.n kisii nuqta-e-be-lafz kaa iz.haar nahii.n
haa.n kabhii harf-e-anaa vaqt kaa irfaan thaa mai.n
Sahil Ahmad
Ghazal
misaal-e-ma.anii-e-be-lafz-o-lafz-e-be-ma.anii
jo tere dil me.n nahii.n hai vo 'aarzuu' huu.n mai.n
Arzoo Lakhnavi
Ghazal
mu.nh ko taktii rahii.n be-lafz hamaarii baate.n
aur vo tanz se bharpuur tumhaarii baate.n
Tahir Faraz
Ghazal
daftar hai ek maani-e-be-lafz-o-saut kaa
saada sii jo nigaah kiye jaa rahaa huu.n mai.n
Jigar Moradabadi
Ghazal
bhejaa hai ye kis ne varaq-e-saada mire naam
kyaa kyaa gile be-lafz-o-bayaa.n chho.D gayaa hai
Naushad Ali
Ghazal
hariim-e-lafz me.n kis darja be-adab niklaa
jise najiib samajhte the kam-nasab niklaa
Iftikhar Arif
Ghazal
na uTThii aa.nkh kisii lafz-e-be-zarar kii taraf
na sa.ng aa.e kabhii shaaKH-e-be-samar kii taraf
Shehpar Rasool
Ghazal
lafz kaa bas hai ta'alluq mere tere darmiyaa.n
lafz ke ma.anii pe qaa.em saare rishto.n kaa nishaa.n
Faheem Aazmi
Ghazal
lafz-dar-lafz use Dhuu.nDhte 'umre.n biitii.n
ranj hotaa hai bahut aaj to be-dhyaanii kaa
Mahender Kumar Sani
Ghazal
Anwar Jalalpuri
Ghazal
dekhiye be-badanii kaun kahegaa qaatil hai
saaya-aasaa jo phire us ko paka.Dnaa mushkil hai
Shamsur Rahman Faruqi
Ghazal
jalte hu.e charaaG kii lau se bujhaa huu.n mai.n
yaa'nii ki tiirgii se banaa dast-o-paa huu.n mai.n
Ahmad Ayaz
Ghazal
guzruu.ngaa mai.n jidhar se baqaa chho.D jaa.uu.ngaa
be-harf kar ke lafz-e-fanaa chho.D jaa.uu.ngaa