SEARCH RESULTS
Showing search results for "be-maaya"
Ghazal MATCHES FOR "be-maaya"
Ghazal
jalva be-maaya saa thaa chashm-o-nazar se pahle
ziist ik haadsa thii qalb-o-jigar se pahle
Sher Afzal Jafri
Ghazal
be-qiimat-o-be-maaya isii KHaak me.n yaaro
vo KHaak bhii hogii jise aa.nkho.n se lagaa.uu.n
Athar Nafees
Ghazal
mor-e-be-maaya magar apnii adaa par qaa.em
ham se Takraate rahe vaqt ke daavar kitne
Qamar usmani
Ghazal
ye alag baat tujhe TuuT ke chaahaa lekin
dil-e-be-maaya ne kuchh bhii nahii.n chaahaa tujh se
Shahzad Ahmad
Ghazal
jhilmilaa de tujhe ik mauj-e-havaa kii aahaT
sham.a-e-be-maaya tire saath sahar kaun kare
Qaisarul Jafri
Ghazal
sang-e-be-maaya hai shak aur yaqii.n hai gauhar
vaqt-e-taqriir yahii shola-bayaanii degaa
Mohammad Sharfuddin Sahil
Ghazal
tishnagii vo thii ko.ii kaar-e-vafaa ho na sakaa
umar-e-be-maaya faqat pyaas bujhaane me.n kaTii
Obaid Siddiqi
Ghazal
vo meraa honaa saabit gauhar-e-naayaab aaKHir
vo us kaa sang-e-be-maaya samajh kar chho.D denaa
Shakeb Ghausi
Ghazal
kahiye har zarra-e-be-maaya ko rashk-e-KHurshiid
bad-guhar ho to use jauhar-e-qaatil kahiye
Syed Ghulam Samnani
Ghazal
baanu-e-shahr-e-adab ke liye is ahd me.n harf
kitnaa be-maayaa-o-mahruum-e-sadaaqat utraa
Mohsin Ehsan
Ghazal
qatra-e-be-maaya lekin bahr-e-naa-paidaa-kanaar
zarra-e-naachiiz vus'at me.n bayaabaa.n aadmii
Junaid Hazin Lari
Ghazal
qatra qatra bahte rahe be-maaya rahe
aa.nsuu dariyaa ban sakte the nahii.n bane
Daniyal Tareer
Ghazal
ham aaise be-maaya kab the haatho.n-haath bike.n
baazaaro.n tak le aa.ii arzaanii tho.Dii sii